Tod chalega Jag se naata Sada Sada So Jayega
Ek Din Aisa Aayega
Ek Din Aisa Aayega
Tod chalega Jag se naata Sada Sada So Jayega
Ek Din Aisa Aayega
Ek Din Aisa Aayega
Dhan Daulat Riste Naate Sab Pal Me Chhut Jayega
Ek Din Aisa Aayega
Ek Din Aisa Aayega
Jinko Tu Apna Kahta Hai Ye Na Tere Apne
Tu Rahi Hai Jeevan Path Ka Ye Sab Sare Sapne Hai
Tootega Jab Sapna Tera Sab Apna Kho Jayega
Ek Din Aisa Aayega
Ek Din Aisa Aayega
Jab Se Jag Ko Apna Samjha Jab Se Rab Ko Bhoolgaya
Janmo Se Tu Aaata Raha Har Bar Garbh Me Jhoolgaya
Ab Bhi Waqt Hai Sunle Bande Baad Me Tu Pachhtayega
Ek Din Aisa Aayega
Ek Din Aisa Aayega
Bachpan Tera Beet Gaya Aur Jati Teri Javani Hai
Ye Jeewan Kal Kal Bahta Ek Nadiya Ka Pani Hai
Haath Guru Ka Thamle Varna Beech Bhawar Me Dubjayega
Ek Din Aisa Aayega
Ek Din Aisa Aayega
Rah Jayega Lakh 84 Jisne Guru Ko Paya Hai
Bade Bhagi Hai Guru Sang Jisne Jeeawan Safal Banaya Hai
Guru Charno Se Preeti Karli Ant Guru Me Samayega
Ek Din Aisa Aayega
Ek Din Aisa Aayega
Tod chalega Jag se naata Sada Sada So Jayega
Ek Din Aisa Aayega
Ek Din Aisa Aayega
Dhan Daulat Riste Naate Sab Pal Me Chhut Jayega
Ek Din Aisa Aayega
Ek Din Aisa Aayega
Inhain maaru tohi shapatha Ram ki, Raakhu natha Maarayad Naama ki
Satya hahu Hari Shapatha paiikay, Rama doota dharu maaru Jaiikay
Jai jai Jai Hanumanta Agadha, Dukha Pavata Jaana Kayhi apraadha
Pooja jaapa tapa naima achaara, Nahina Jaanat acchu-das tumhaaraa
Baan upawaan maaga-girigraha manhi, Tumharay Bala hama Darpata Nahin
Janaka Suta Hari Das Kahaaoh, Taaki shapatha Vilamba nalaawoh
Jai Jai Jaya Dhuni Hota Akaasha, Sumirata Hota Dusah Dukha Nasha
Charana pakar jori mana-oan, Yahi awsara aba kayhi gohra-oan
Uthu Uthu Chalu Tohi Rama Duhai, Paayain paroan kara jori manaayaii
Om Cham Cham Cham Cham Chapal Chalantaa, Om Hanu Hanu Hanu Hanu Hanumantaa,
Om Ham Ham Hanka Day-tah Kapi Chanchal, Om San San Sahami Paraanay khal Dala