Meharbaani Jo Na Hoti Sanware
Meharbaani Jo Na Hoti Sanware
Raat Din Ankhiya Yuhi Ye Roti Sanware
Kirpa Teri Agar Jo Na Hoti Sanware
Kirpa Teri Agar Jo Na Hoti Sanware
Raat Din Ankhiya Yuhi Ye Roti Sanware
Apni Taqdeer Se Hum Pareshaan The
Apni Taqdeer Se Hum Pareshaan The
Kya Se Kya Hogaya Dekh Hairaan The
Kismat Jo Rang Laayi Naa Hoti Sanware
Raat Din Ankhiya Yuhi Ye Roti Sanware
Kirpa Teri Agar Jo Na Hoti Sanware
Kirpa Teri Agar Jo Na Hoti Sanware
Raat Din Ankhiya Yuhi Ye Roti Sanware
Mujhko Aukaat Se Jyaada Tumne Diya
Mohit Ki Bhool Ko Maaf Tumne Kiya
Mohit Ki Bhool Ko Maaf Tumne Kiya
Rahmat Teri Agar Jo Naa Hoti Sanware
Rahmat Teri Agar Jo Naa Hoti Sanware
Raat Din Ankhiya Yuhi Ye Roti Sanware
Kirpa Teri Agar Jo Na Hoti Sanware
Kirpa Teri Agar Jo Na Hoti Sanware
Raat Din Ankhiya Yuhi Ye Roti Sanware
Kirpa Teri Agar Jo Na Hoti Sanware
Kirpa Teri Agar Jo Na Hoti Sanware
Raat Din Ankhiya Yuhi Ye Roti Sanware
Mere Shyam Badi Hai Hasti
Mere Shyam Badi Hai Hasti
Ye Shyam Naam Ki Masti
Ye Shyam Naam Ki Masti
Anmol Magar Hai Sasti
Anmol Magar Hai Sasti
Chalo Shyam Ke Dware
Chalo Shyam Ke Dware
Mere Shyam Ke Ajab Nazare
Mere Shyam Ke Ajab Nazare
Kare Pal Me Vaare Nyaare
Kare Pal Me Vaare Nyaare
Kardenge Badal Sitaare
Kardenge Badal Sitaare
Chalo Shyam Ke Dware
Chalo Shyam Ke Dware
Chaliye Chaliye Shyam Ke Dware
Chalo
Chaliye Chaliye Shyam Ke Dware
Chalo Chalo
Chaliye Chaliye Shyam Ke Dware
Chalo Chalo
Chaliye Chaliye Shyam Ke Dware
Mere Shyam Badi Hai Hasti
Mere Shyam Badi Hai Hasti
Ye Shyam Naam Ki Masti
Ye Shyam Naam Ki Masti
Anmol Magar Hai Sasti
Anmol Magar Hai Sasti
Chalo Shyam Ke Dware
Chalo Shyam Ke Dware
Mere Shyam Ke Ajab Nazare
Mere Shyam Ke Ajab Nazare
Kare Pal Me Vaare Nyaare
Kare Pal Me Vaare Nyaare
Kardenge Badal Sitaare
Kardenge Badal Sitaare
Chalo Shyam Ke Dware
Chalo Shyam Ke Dware
Chaliye Chaliye Shyam Ke Dware
Chaliye Chaliye Shyam Ke Dware
Chalo Chalo
Chaliye Chaliye Shyam Ke Dware
Chaliye Chaliye Shyam Ke Dware
Mere Shyam Badi Hai Hasti
Mere Shyam Badi Hai Hasti
Ye Shyam Naam Ki Masti
Ye Shyam Naam Ki Masti
Anmol Magar Hai Sasti
Anmol Magar Hai Sasti
Chalo Shyam Ke Dware
Chalo Shyam Ke Dware
Mere Baba Ke Ajab Nazare
Mere Baba Ke Ajab Nazare
Kare Pal Me Vaare Nyaare
Kare Pal Me Vaare Nyaare
Kardenge Badal Sitaare
Kardenge Badal Sitaare
Chalo Shyam Ke Dware
Chalo Shyam Ke Dware
Chaliye Chaliye Shyam Ke Dware
Chaliye Chaliye Shyam Ke Dware
Chalo Chalo
Chaliye Chaliye Shyam Ke Dware
Chaliye Chaliye Shyam Ke Dware
Hari Bol
Hai Shyam Naam Bada Pyara
Hai Shyam Naam Bada Pyara
Doobe Ko
Doobe Ko
Doobe Ko Doobe Ko Mile Kinaara
Doobe Ko Doobe Ko Mile Kinaara
Haare Ka Shyam Sahara
Chalo Shyam Ke Dware
Ye Kalyug Ke Awatari
Bin Ghode Ki Hai Savari
Hai Shyam Ki Mahima Bhari
Chalo Shyam Ke Dware
Chalo Shyam Ke Dware
Chaliye Chaliye Shyam Ke Dware
Chaliye Chaliye Shyam Ke Dware
Chalo Chalo
Chaliye Chaliye Shyam Ke Dware
Chaliye Chaliye Shyam Ke Dware
Baba Ki Suno Kahani
Baba Ki Suno Kahani
Mere Shyam Ki Suno Kahani
Mere Shyam Ki Suno Kahani
Ye Murde Ko De Jindgani
Ye Hai Bada Daani
Chalo Shyam Dware
Ye Khud Ko Sevak Maane
Hey Baba Khatu Wale
Khole Kismat Ke Dware
Chaliye Chaliye Shyam Ke Dware
Chaliye Chaliye Shyam Ke Dware
Chalo Chalo
Chaliye Chaliye Shyam Ke Dware
Chaliye Chaliye Shyam Ke Dware
Hai Shyam Naam Bada Pyara
Hai Shyam Naam Bada Pyara
Doobe Ko
Doobe Ko
Doobe Ko Doobe Ko Mile Kinaara
Doobe Ko Doobe Ko Mile Kinaara
Haare Ka Shyam Sahara
Chalo Shyam Ke Dware
Ye Kalyug Ke Awatari
Bin Ghode Ki Hai Savari
Hai Shyam Ki Mahima Bhari
Chalo Shyam Ke Dware
Chalo Shyam Ke Dware
Chaliye Chaliye Shyam Ke Dware
Chalo
Chaliye Chaliye Shyam Ke Dware
Chalo Chalo
Chaliye Chaliye Shyam Ke Dware
Chalo Chalo
Chaliye Chaliye Shyam Ke Dware
Baba Ke Karke Darshan
Baba Ke Karke Darshan
Mere Shyam Ke Karke Darshan
Mere Shyam Ke Karke Darshan
Dil Ho Jata Hai Parshan
Tan Mann Dhan Kardo Arpan
Chalo Shyam Ke Dware
Chalo Shyam Ke Dware
O Bheemshen Bad Wale
Oye Lakkha Mauj Uda Le
Charno Me Sheesh Laga Le
Chalo Shyam Ke Dware
Chalo Shyam Ke Dware
Chaliye Chaliye Shyam Ke Dware
Chaliye Chaliye Shyam Ke Dware
Chalo Chalo
Chaliye Chaliye Shyam Ke Dware
Chaliye Chaliye Shyam Ke Dware
Chaliye Chaliye Shyam Ke Dware
Chaliye Chaliye Shyam Ke Dware
Chalo Chalo
Chaliye Chaliye Shyam Ke Dware
Chaliye Chaliye Shyam Ke Dware
Shyam Ke Bina Tum Aadhi
Shyam Ke Bina Tum Aadhi
Tumhare Bina Shyam Aadhe
Radhe Radhe Radhe Radhe
O Radhe Radhe Radhe Radhe
Radhe Radhe Radhe Radhe
Radhe Radhe Radhe Radhe
Shyam Ke Bina Tum Aadhi
Shyam Ke Bina Tum Aadhi
Tumhare Bina Shyam Aadhe
Radhe Radhe Radhe Radhe
O Radhe Radhe Radhe Radhe
Radhe Radhe Radhe Radhe
Radhe Radhe Radhe Radhe
Aatho Pahar Jo Rahe Ang Sang
Aatho Pahar Jo Rahe Ang Sang
Uss Sanware Ki Ek Jhalak Dikhla De
Radhe Radhe Radhe Radhe
O Radhe Radhe Radhe Radhe
Radhe Radhe Radhe Radhe
Radhe Radhe Radhe Radhe
Mai To Sanware ke Rang Me Rachi
Mai To Sanware ke Rang Me Rachi
Bandh Ghugharoo Bhi Pag Me Naachi
Aeso Nishthur Bhayo Yashoda Ka Lala
Baat Mere Hardaya Ki Na Maani
Baat Mere Hardaya Ki Na Maani
Apano Ke Sang Yu Karte Nahi
Apano Ke Sang Yu Karte Nahi
Sanware Ko Koi Samjha De
Radhe Radhe Radhe Radhe
O Radhe Radhe Radhe Radhe
Radhe Radhe Radhe Radhe
Radhe Radhe Radhe Radhe
Chhavi Shyam Ki Basai Layi Chit Me
Chhavi Shyam Ki Basai Layi Chit Me
Kai Baar Nihaaru Itt Utt Mai
Kai Baar Nihaaru Itt Utt Mai
Shyam Ke Bina Mujhe Kuchh Na Sujhe
Shayam Ke Bina Jau Kit Mai
Bhala Shayam Ke Bina Jau Kit Mai
Bhala Shayam Ke Bina Jau Kit Mai
Kaise Bhujhe Pyas Nayano Ki
Kaise Bhujhe Pyas Nayano Ki
Rasta Koi To Batla De
Radhe Radhe Radhe Radhe
O Radhe Radhe Radhe Radhe
Radhe Radhe Radhe Radhe
Radhe Radhe Radhe Radhe
Kahi Keshaw Kahi Pe Kanhaiya
Kahi Natwar Ras Rachaiya
Kahi Keshaw Kahi Pe Kanhaiya
Kahi Natwar Ras Rachaiya
Kahi Natwar Ras Rachaiya
Bhakto Ki Naiyya Atki Bhawar Me
Paar Kardena Jag Ke Khewaya
Paar Kardena Jag Ke Khewaya
O Paar Kardena Jag Ke Khewaya
Vinti Saral Si Itni Si
Vinti Saral Si Itni Si
Bansi Bajaiya Tak Pahucha De
Radhe Radhe Radhe Radhe
O Radhe Radhe Radhe Radhe
Radhe Radhe Radhe Radhe
Radhe Radhe Radhe Radhe
Mai To Tum Sang Nain Milake Har Gai Sanwariya
Mai To Tum Sang Nain Milake Har Gai Sanwariya
Mai To Tum Sang Nain Milake Haar Gai Sanwariya
Mai To Tum Sang Nain Milake Haar Gai Sanwariya
Mai To Tum Sang Preet Laga Ke Haar Gai Sanwariya
Mai To Tum Sang Preet Laga Ke Haar Gai Sanwariya
Mope Apna Rang Chada Ke
Chhup Gaya Chhaliya Nain Mila Ke
Mope Apna Rang Chada Ke
Chhup Gaya Chhaliya Nain Mila Ke
Prem Diwani Mohe Bana Ke
Chhod Diya Majhdaar Me Lake
Lee Na Mori Khabariya
Haar Gayi Sanwariya
Mai To Tum Sang Preet Laga Ke
Haar Gai Sanwariya
Mai To Tum Sang Preet Laga Ke
Haar Gai Sanwariya
Dhoondh Liya Saara Nanda Gao
Yamuna Ka Tat Kadam Ki Chhao
Dhoondh Liya Saara Nanda Gao
Yamuna Ka Tat Kadam Ki Chhao
Thak Gaye Kanha Mere Paav
Tu Jane Ya Naa Jane Mohan
Jane Ye Sari Nagariya
Haar Gai Sanwariya
Mai To Tum Sang Nain Milake Haar Gai Sanwariya
Haar Gai Sanwariya
Mai To Tum Sang Nain Milake Haar Gai Sanwariya
Tut Naa Jaye Aash Ki Mala
Apna Le Mujhe E Gopala
Tut Naa Jaye Aash Ki Mala
Apna Le Mujhe E Gopala
Yaa Bhijva De Vish Ka Pyala
Koi Kahe Mujhe Jogan Teri
Koi Kahe Bavariya
Haar Gai Sanwariya
Mai To Tum Sang Nain Milake
Haar Gai Sanwariya
Haar Gai Sanwariya
Tujh Me Base Mere Praan Kanhaiya
Tujhe Se Meri Pahchan Kanhaiya
Tujh Me Base Mere Praan Kanhaiya
Tujhe Se Meri Pahchan Kanhaiya
Karna Ek Ahasaan Kanhaiya
Agle Jaman Me Mohe Banana
Tu Apni Basuriya
Haar Gai Sanwariya
Mai To Tum Sang Nain Milake
Haar Gai Sanwariya
Haar Gai Sanwariya
Tere Darbar Mein Aakar Khushi Se Phool Jata Hu
Baatane Baat Jo Aau Wahi Mai Bhool Jata Hu
Tere Darbar Mein
Tere Darbar Mein Aakar Khushi Se Phool Jata Hu
Batane Baat Jo Aau Wahi Mai Bhool Jata Hu
Tere Darbar Mein
Nazar Bhar Dekh Kar Kanha
Nazare Dekh Leta Hu
Tujhi Me Chaand Suraj Aur Sitaare Dekh Leta Hu
Nazar Bhar Dekh Kar Kanha
Nazare Dekh Leta Hu
Tujhi Me Chaand Suraj Aur Sitaare Dekh Leta Hu
Hazaro Chot Pal Bhar Me Mai Dil Me Jhel Jata Hu
Hazaro Chot Pal Bhar Me Mai Dil Me Jhel Jata Hu
Batane Baat Jo Aau Wahi Mai Bhool Jata Hu
Tere Darbar Mein Aakar Khushi Se Phool Jata Hu
Batane Baat Jo Aau Wahi Mai Bhool Jata Hu
Tere Darbar Mein
Khudi Ko Bhool Baitha Hu Diwana Ho Gaya Tera
Tumhari Lo Me Jal Jau Banu Parwana Tera
Yahi Araman Lekar Mai Hazaro Meel Aata Hu

Zuba Khamosh Rahti Hai Nigahe Baat Karti Hai
Jude Ye Haath Vandan Me Ye Aankhe Naad Jharti Hai
Zuba Khamosh Rahti Hai Nigahe Baat Karti Hai
Jude Ye Haath Vandan Me Ye Aankhe Naad Jharti Hai
Mai Kosis Laakh Karta Hu Zuba Na Khol Pata Hu
Batane Baat Jo Aau Wahi Mai Bhool Jata Hu
Tere Darbar Mein Aakar Khushi Se Phool Jata Hu
Batane Baat Jo Aau Wahi Mai Bhool Jata Hu
Tere Darbar Mein
Daya Itni Si Ho Mujh Pe Sada Darbar Me Aau
Teri Pyari Si Chitwan Me Mere Sarkar Kho Jaau
Daya Itni Si Ho Mujh Pe Sada Darbar Me Aau
Teri Pyari Si Chitwan Me Mere Sarkar Kho Jaau
Kahe Ye Harshvardhan Charno Ki Teri Jo Dhool Pata Hu