जय बोलो हनुमान की पवन पुत्रा बलवान की

जय बोलो हनुमान की
पवन पुत्रा बलवान की

जय बोलो हनुमान की
पवन पुत्रा बलवान की

जनक सूता का पता लगाने
चले वीर हनुमान
आसमान में चलते चलते
लाज रखी अभियान की

जय बोलो हनुमान की
पवन पुत्रा बलवान की

Jai Bolo Hanuman Ki
Pawan Putra Balwan Ki

Jai Bolo Hanuman Ki
Pawan Putra Balwan Ki

Jai Bolo Hanuman Ki
Pawan Putra Balwan Ki

Janak Suta Ka Pata Lagane
Chale Veer Hanuman
Aasaman Mein Chalte Chalte
Laaj Rakhi Abhiyan Ki

Jai Bolo Hanuman Ki
Pawan Putra Balwan Ki

Pahuche Hanumanat Jab Lanka Mein
Krodh Mein Dekhi Lakhi Lankini
Ghoosa Maara Jab Hanumat Ne
Khair Manayi Janaki

Jai Bolo Hanuman Ki
Pawan Putra Balwan Ki

Ashok Vatika Pravesh Kiya Jab
Darshan Paaye Mata Ke

Deke Mudrika Ram Naam Ki
Gaath Khuli Pahchan Ki

Jai Bolo Hanuman Ki
Pawan Putra Balwan Ki

Bole Mata Das Tumhara
Aaya Pata Lagane Ko
Swami Ko Batlana Hai
Vyakul Hai Maa Janki

Jai Bolo Hanuman Ki
Pawan Putra Balwan Ki

Lanka Karo Chadayi Chalkar
Kaha Ram Ne Baram Baar
Aag Laga Do Iss Lanka Mein
Rakho Laaj Samman Ki

Jai Bolo Hanuman Ki
Pawan Putra Balwan Ki

Ram Lakhan Hanuman Sahit Jab
Ashok Vatika Jaa Pahuche
Ram Janki Milan Hua Jab
Sune Labhad Jab Prasthan Ki

Jai Bolo Hanuman Ki
Pawan Putra Balwan Ki

इन हनुमान भजन को भी देखे –

Leave a Comment