खाटू श्याम तेरे नाम के दीवाने हो गए

खाटू श्याम तेरे नाम के दीवाने हो गए

Khatu Shyam Tere Naam Ke Deewane Ho Gaye

आँखो श्याम है भक्तो की
धुन पहचान लेता है।।

ये घट घट का बैइसाइया
बात घट की जान लेता है।।

मोहब्बत जो करे इनसे
उसे मान लेता है।।

किसी भी रूप में आकर
सुदर्शन थम लेता है

तेरे बिना कुछ भाता नही
दिल को करार मेरे आता नही।।

आँखो में मेरे तेरे ही तराने होगा
श्याम तेरे नाम के दीवाने हो गए
खाटू श्याम तेरे नाम के दीवाने हो गए।।

Watch Video Khatu Shyam Tere Naam Ke Deewane Ho Gaye

Khatu Shyam Tere Naam Ke Deewane Ho Gaye

Ankho Shyam Hai Bhakto Ki
Dhun Pahchan Leta Hai

Ye Ghat Ghat Ka Baisaiya
Baat Ghat Ki Jaan Leta Hai

Mohabbat Jo Kare Inse
Use Maan Leta Hai

Kisi Bhi Roop Mein Aakar
Sudarshan Tham Leta Hai

Tere Bina Kuchh Bhata Nahi
Dil Ko Karar Mere Aata Nahi

Aankho Mein Mere Tere Hi Tarane Hogaye
Shyam Tere Naam Ke Deewane Hogaye
Khatu Shyam Tere Naam Ke Deewane Hogaye

Tere Bina Kuchh Bhata Nahi
Dil Ko Karar Mere Aata Nahi

Aankho Mein Mere Tere Hi Tarane Ho Gaye
Shyam Tere Naam Ke Deewane Ho Gaye

Masti Mein Aake Mastane Ho Gaye
Shyam Tere Naam Ke Deewane Ho Gaye

Mere Baba Tere Naam Ke Deewane Hogaye
Shyam Tere Naam Ke Deewane Ho Gaye

Tere Bina Kuchh Bhata Nahi
Dil Ko Karar Mere Aata Nahi

Labo Mein Tere Hi Tarane Hogaye
Shyam Tere Naam Ke Deewane Ho Gaye
Mere Baba Tere Naam Ke Deewane Hogaye

Hum Deewane Hai Hum Deewane Hai
Hum Deewane Hai Hum Deewane Hai

Kuchh Log Hai Jo Mujhe Mitane Mein Lage Hai
Khatuwale Babaji Mujhe Bachane Mein Lage Hai
Babaji Khatuwale Baba Mujhe Bachane Mein Lage Hai
Kanhaji Mujhe Bachane Mein Lage Hai

Hum Deewane Hai Hum Deewane Hai
Hum Deewane Hai Hum Deewane Hai

Dekho Jununo Ishq Mere Kaam Aa Gaya Hai
Babaji Ke Labo Mein Mera Naam Aa Gaya Hai

Hum Deewane Hai Hum Deewane Hai
Hum Deewane Hai Hum Deewane Hai

Mujhe Ras Aagaya Hai
Tere Dar Pe Aana Jana

Ye Kya Bigaad Lega Jo
Khilaf Hai Jamana Hai

Sada Darbar Mein
Yu Bheed Bhakto Ki Lagi Dekhi Hai
Mere Shyam Har Ek Bhakt Ki Jholiya Bhari Dekhi
Dene Wala Nazar Nahi Aaya
Fir Bhi Jholiya Bhari Dekhi

Hum Deewane Hai Hum Deewane Hai
Hum Deewane Hai Hum Deewane Hai

Jannat Ka Nazara Hai Khatu Ki Gali Mein
Hamara Gujara Hai Khatu Ki Gali Mein

Hum Deewane Hai Hum Deewane Hai
Hum Deewane Hai Hum Deewane Hai

Chaukhat Pe Teri Aakar Ke
Jaye To Kaha Jaye
Halat Se Takrakar Jaye To Kaha Jaye
Hum Hare Hare Tum Hare Ke Sahare
Hume Apni Aankho Se Door Nahi Karna
Hum Ro Padenge Majboor Nahi Karna

Baba Ke Bete Gulshan Ne Kya Rang Dikhaye
Hum Hare Parchhayi Kah Rahi Hai
Aankho Se Teri Sachchayi Gujar Rahi Hai

Halat Se Takrakar Jaye To Kaha Jaye
Aapse Bachkar Ke Kaha Jaye To Kaha Jaye

Hum Deewane Hai Hum Deewane Hai
Hum Deewane Hai Hum Deewane Hai

Baba Ke Bete Gulshan Ne Kya Rang Dikhaaye
Charano Mein Tere Baith Ke Jalwa Dikhaya Hai

Hum Deewane Hai Hum Deewane Hai
Hum Deewane Hai Hum Deewane Hai

Khatu Mein Jaake Sar Ko Jhukana Hi Padega
Baba Ko Mandir Nikalna Hi Padega

Jo Tu Kare Karta Koi Naa
Daman Mera Bharta Koi Naa

Dukh Ki Ghadi Mein Aake Koi Bhi
Dukhde Mere Sab Harta Koi Naa
Kisi Ke Duriya Koi Hal Hi Nahi
Aaj Bhi Tu Aaya Naa Aaya Kal Bhi Nahi

Khatu Mein Jaake Sar Ko Jhukana Hi Padega
Baba Tumhe Mandir Se Nikalna Hi Padega

Hum Deewane Hai Hum Deewane Hai
Hum Deewane Hai Hum Deewane Hai

Leave a Comment