लक्ष्मी बीज मंत्र – Lakshmi Beej Mantra

लक्ष्मी बीज मंत्र – Lakshmi Beej Mantra

मंत्र का अर्थ होता है एक ऐसी ध्वनि जिससे मन का तरण होता हो अर्थात मानसिक कल्याण होता हो जैसा की शस्तराव में बताया गया है ।

“मान तारायटी इति मंटरह:” अर्थात मन को तारने वाली ध्वनि ही मंत्र है । सनातन धर्मा के वेदो में सबाद संयोजना से इश्स प्रकार की कल्याण करी द्वाणिया उत्तपन्ना की गयी जिससे सभी का कल्याण हो सके ।

इसी प्रकार बीज मंत्र मंत्रो का वो लघु रूप है जो मंतरा के साथ लगाने से उठरप्रेरक का कारया करते है ।
बीज मंत्र को मंत्र का प्राण कहा जाता है ।

इन बीज मत्रो का अर्थ खोजे तो यह समझ में नही आता है लेकिन इनके उच्चारण से एंटेरनाल पवर डेवेलप होती है. इन मंत्रो के प्रभाव से आप के आस पास एक सकारात्मक उर्जा का संचार होने लगता है ।

Mantra Ka Arth Hota Hai Ek Aisi Dhwani Jisse Man Ka Taran Hota Ho Arthat Mansik Kalyan Hota Ho Jaisa Ki Shastrao Mein Bataya Gaya Hai.

“Man Tarayati Iti Mantrah:” Arthat Man Ko Tarne Wali Dhwani Hi Mantra Hai. Sanatan Dharma Ke Vedo Mein Sabad Sanyojana Se Iss Prakar Ki Kalyan Kari Dwaniya Uttpanna Ki Gayi Jisse Sabhi Ka Kalyan Ho Sake.

Issi Prakar Beej Mantra Mantro Ka Vo Laghu Roop Hai Jo Mantra Ke Saath Lagaane Se Utraprerak Ka Kaarya Karte Hai.
Beej Mantra Ko Mantra Ka Praan Kaha Jaata hai.

In Beej Matro Ka Arth Khoje To Yah Samajh Mein Nahi Aata hai Lekin Inke Uchcharan Se Enternal Power Develop Hoti hai. In Mantro Ke Prabhav Se Aap Ke Aas Pass Ek Sakaratmak Urja Ka Sanchaar Hone Lagta hai.

Lakshmi Beej Mantra 108 Times With Lyrics

Lakshmi Beej Mantra Lyrics

II Aum Hreem Shree Lakshmi Bhiyo Namah II

Leave a Comment