मीरा बनकरके श्याम की दीवानी झामा झम कर नाचे

मीरा बनकरके श्याम की दीवानी
झामा झम कर नाचे
उसके अधरो पे श्याम की कहानी
झामा झम कर नाचे।।

मीरा बनकरके श्याम की दीवानी
झामा झम कर नाचे
उसके अधरो पे श्याम की कहानी
झामा झम कर नाचे।।

नैनो में घनश्याम विराजे
हिवड़े में सुरतिया साजे
ये तो दस्ता है सदियो पुरानी
झामा झम कर नाचे।।

उसके अधरो पे श्याम की कहानी
झामा झम कर नाचे
मीरा बनकरके श्याम की दीवानी
झामा झम कर नाचे।।

Meera Bankarke Shyam Ki Deewani
Jhama Jham Kar Naache
Uske Adharo Pe Shyam Ki Kahani
Jhama Jham Kar Naache

Meera Bankarke Shyam Ki Deewani
Jhama Jham Kar Naache
Uske Adharo Pe Shyam Ki Kahani
Jhama Jham Kar Naache

Naino Mein Ghanshyam Viraje
Hiwade Mein Suratiya Saaje
Ye To Dasta Hai Sadiyo Purani
Jhama Jham Kar Naache

Uske Adharo Pe Shyam Ki Kahani
Jhama Jham Kar Naache
Meera Bankarke Shyam Ki Deewani
Jhama Jham Kar Naache

Haatho Mein Ek Taara Sohe
Madan Mohan Mann Ko Ati Mohe
Meera Bhakti Ki Aajab Kahani
Jhama Jham Kar Naache

Uske Adharo Pe Shyam Ki Kahani
Jhama Jham Kar Naache
Meera Bankarke Shyam Ki Deewani
Jhama Jham Kar Naache

Dhan Daulat Aabhooshan Tyage
Raj Paath Sab Feeke Laage
Raah Bhakti Ki Bani Hai Suhani
Jhama Jham Kar Naache

Uske Adharo Pe Shyam Ki Kahani
Jhama Jham Kar Naache
Meera Bankarke Shyam Ki Deewani
Jhama Jham Kar Naache

Vish Amrit Sab Ek Ho Gaya
Saawariya Man Meet Ho Gaya
Nandu Meera Ne Preet Bachane
Jhama Jham Kar Naache

Malik Tere Dar Ka Andaaj Nirala Hai
Bhakto Ko Peena Pada
Yaha Jahar Ka Pyala Hai

Uske Adharo Pe Shyam Ki Kahani
Jhama Jham Kar Naache
Meera Bankarke Shyam Ki Deewani
Jhama Jham Kar Naache

Meera Bankarke Shyam Ki Deewani
Jhama Jham Kar Naache

Leave a Comment