सारी दुनिया से है ये निराला की भोला मेरा भोला भला

सारी दुनिया से है ये निराला
की भोला मेरा भोला भला।।

सारी दुनिया से है ये निराला
की भोला मेरा भोला भला
भोला मेरा भोला भला
है शीश पे गंगा जी
बैठे है चंद्रमा भी
हाथ लिए त्रिशूल
गले में विषधर काला
गले में विषधर काला ।।

Sari Duniya Se Hai Ye Nirala
Ki Bhola Mera Bhola Bhala

Sari Duniya Se Hai Ye Nirala
Ki Bhola Mera Bhola Bhala
Bhola Mera Bhola Bhala
Hai Sheesh Pe Ganga Ji
Baithe Hai Chandrama Bhi
Haath Liye Trishul
Gale Mein Vishdhar Kala
Gale Mein Vishdhar Kala

Bhoot Pret Bichhu Naag
Kartikey Hai Baithe Saath
Baithe Ganpati
Baithe Hai Ganpati

Natho Mein Hai Nath
Bhole Nath Baithi Hai
Bhole Ke Pass
Mata Parvati

Shiv Shankar Kailashi
Samshan Ke Hai Wasi
Kya Khoob Rachaye Khel
Mera Damru Wala
Ho Mera Damru Wala

Dhuni Ko Ramaye Hai
Bhangiya Chadaye Hai
Bhole Bhandari
Ha Bhole Bhandari

Maya Ka Naa Paya Koi Paar
Sabke Hitkar
Sabke Ke Hai Hitkari

Tan Odhe Mrigchhala
Gale Sarpo Ki Mala
Hai Teen Lok Se Nyara
Teen Lok Se Nyara
Mera Shiv Matwala
Mera Shiv Matwala

Vish Ka Paan Karliya
Kanth Mein Hi Dhar Liya
Neelkanth Dhari
Baba Aise Hai Vishdhar

Bhasma Sur Ko Var Diya
Bhasm Usko Kiya
Aise Hai Tripurari
Baba Aise Hai Tripurari

Hai Devo Mein Maha Dev
Kahte Hai Inhe Tridev
Chalo Darshan Karle Aaj
Naache Re Mann Matwala
Naache Re Mann Matwala

Sari Duniya Se Hai Ye Nirala
Ki Bhola Mera Bhola Bhala
Bhola Mera Bhola Bhala
Hai Sheesh Pe Ganga Ji
Baithe Hai Chandrama Bhi
Haath Liye Trishul
Gale Mein Vishdhar Kala
Gale Mein Vishdhar Kala

Om Namah Shivaye
Om Namah Shivaye

Har Har Mahadev

Leave a Comment