तू आजा कहा है मेरे श्याम प्यारे कोई गम का मारा तुझको पुकारे

तू आजा कहा है मेरे श्याम प्यारे
कोई गम का मारा तुझको पुकारे।।

तू आजा कहा है मेरे श्याम प्यारे
कोई गम का मारा तुझको पुकारे।।

विरानियो की दिल से कभी तो बहार गुजरे
तेरी नज़र कभी तो दिल के आर पर गुज़रे
बैठे हैं इस उम्मिद इस्स आरज़ू में हम
शायद कभी तो यही से वो मेरा यार गुजरे।।

तू आजा कहा है मेरे श्याम प्यारे
कोई गम का मारा तुझको पुकारे।।

Tu Aaja Kaha Hai Mere Shayam Pyare
Koi Gam Ka Mara Tujhko Pukare

Tu Aaja Kaha Hai Mere Shayam Pyare
Koi Gam Ka Mara Tujhko Pukare

Viraniyo Ki Dil Se Kabhi To Bahar Gujare
Teere Nazar Kabhi To Dil Ke Aar Par Gujare
Baithe Hai Iss Ummid Iss Aarzoo Mein Hum
Shayad Kabhi To Yahi Se Vo Mera Yaar Gujare

Tu Aaja Kaha Hai Mere Shayam Pyare
Koi Gam Ka Mara Tujhko Pukare

Teri Yaad Ki Aag Mein Jal Raha Hu
Main Kaanto Ko Leke Dil Pe Chal Raha Hu
Tapakte Hai Aansu Aankho Se Hamare

Tu Aaja Kaha Hai Mere Shayam Pyare
Koi Gam Ka Mara Tujhko Pukare

Pahle Mukh Chandra Dikha Karke
Fir Haye Viyog Dikhaya Hai Kyo
Charanamrat Swad Chakha Karke
Vish Ka Fir Pyala Pilaya Hai Kyu

Bus Ek Hi Baar Hansa Karke
Iss Bhati Sadaiv Hi Rulaya Hai Kyu

Mann Mein Jab Moh Nahi Rakhte
Mann Mohan Naam Dharaya Hai Kyu

Tu Aaja Kaha Hai Mere Shayam Pyare
Koi Gam Ka Mara Tujhko Pukare

Tumhare Bina Dil Ye Lagta Nahi Hai
Sambhala Hai Kitna Hai Maine
Sambhalta Nahi Hai
Bata Mujhko Chhoda Hai Kiske Sahare

Tu Aaja Kaha Hai Mere Shayam Pyare
Koi Gam Ka Mara Tujhko Pukare

Hata De Ye Parda Virah Ka Bihari
Kab Tak Sahu Main Dile Bekarari
Teri Yaad Mein Naina Ro Ro Ke Haare

Tu Aaja Kaha Hai Mere Shayam Pyare
Koi Gam Ka Mara Tujhko Pukare

Aate Raha Karo Bhagato Ke Ghar Bhi Sanware
Bhagato Ke Ghar Bhi Sanware Aate Raha Karo
Saanware Aate Raha Karo
Kanhaiya Aate Raha Karo

इन कृष्णा भजन को भी देखे –

Leave a Comment