तुम्हे हर घडी माँ प्यार करेगी जरा माँ के दर पे तुम आकर के देखो

तुम्हे हर घडी माँ प्यार करेगी जरा माँ के दर पे तुम आकर के देखो

Tumhein Har Ghadi Maa Pyar Karegi Durga Maa Bhajan By Lakhbir Singh Lakkha

तुम्हे हर घडी माँ प्यार करेगी,
जरा माँ के दर पे तुम आकर के देखो,
झुलाएगी पलकों के झूले में तुझको,
बस एक बार माँ तुम बुला करके देखो,
तुम्हे हर घडी माँ प्यार करेगी,
जरा माँ के दर पे तुम आकर के देखो।।
तर्ज तुम्हे दिल्लगी भूल जानी पड़ेगी

ज़माने से तुमको जो नही मिला है,
मिलेगा यही माँ को बतला के देखो,
नही बात कोई भी टलेगी तुम्हारी,
ये दावा है विनती सूना करके देखो,
तुम्हे हर घड़ी माँ प्यार करेगी,
जरा माँ के दर पे तुम आकर के देखो।।

जिधर देखता हूँ चर्चा यही है,
कोई माँ के जैसा दूजा नही है,
कहोगे वो तुम भी जो मैं कह रहा हूँ,
भवन माँ भवानी के जाकर तो देखो,
तुम्हे हर घड़ी माँ प्यार करेगी,
जरा माँ के दर पे तुम आकर के देखो।।

भुला करके बैठे थे हँसना सदा जो,
वो फूलो के जैसे मुस्का रहे है,
महकने लगेगा तुम्हारा भी जीवन,
ऐ लख्खा तू सर को झुका करके देखो,
तुम्हे हर घड़ी माँ प्यार करेगी,
जरा माँ के दर पे तुम आकर के देखो।।

तुम्हे हर घडी माँ प्यार करेगी,
जरा माँ के दर पे तुम आकर के देखो,
झुलाएगी पलकों के झूले में तुझको,
बस एक बार माँ तुम बुला करके देखो,
तुम्हे हर घडी माँ प्यार करेगी,
जरा माँ के दर पे तुम आकर के देखो।।.

Tumhein Har Ghadi Maa Pyar Karegi Durga Maa Bhajan By Lakhbir Singh Lakkha

Tumhein Har Ghadi Maa Pyar Karegi
Jara Maa Ke Dar Pe Tum Aa Karke Dekho

Tumhein Har Ghadi Maa Pyar Karegi
Jara Maa Ke Dar Pe Tum Aa Karke Dekho

Jhulayegi Palko Ke Jhule Mein Tujhko
Bus Ek Baar Maa Tum Bulakar Ke Dekho

Jara Maa Ke Dar Pe Tum Aa Karke Dekho
Aa Karke Dekho Dekho

Tumhein Har Ghadi Maa Pyar Karegi
Jara Maa Ke Dar Pe Tum Aa Karke Dekho

Dukh Ke Samay Rukh Berukhi Se Modti Nahi
Ye Maa Hai Lakkha Bachcho Ko Akela Chhodti Nahi
Tumhein Har Ghadi Maa Pyar Karegi

Har Ghadi Maa Pyar Karegi
Tumhein Har Ghadi Maa Pyar Karegi
Bus Ek Baar Maa Tum Bulakar Ke Dekho

Bharosa Naa Ho Agar Tumko Khud Pe
Pakad Maa Ka Daman Tu Aa Maa Ke Dar Pe
Maa Lagane Naa Degi Garam Hawa Kabhi Bhi
Hatati Nahi Haath Rakh De Jo Sar Pe

Tumhein Har Ghadi Maa Pyar Karegi
Bus Ek Baar Maa Tum Bulakar Ke Dekho

Jamane Se Tumko Jo Nahi Mila Hai
Milega Yahi Maa Ko Batlagke Dekho

Duniya Mein Jo Lut Ke Behaal Hue Hai
Kuchh Bhi Bacha Naa Kangaal Hue Hai
Rote Hue Hai Aaye Jo Maa Ke Darbar
Dekha Hai Maine Vo Fir Maala Maal Hue Hai

Jamane Se Tumko Jo Nahi Mila Hai
Milega Yahaa Maa Ko Batlagke Dekho

Nahi Baat Koi Bhi Talegi Tumhari
Ye Dava Hai Vinti Sunkar Ke Dekho

Jidhar Dekhta Hu Charcha Yahi Hai
Koi Maa Ke Jaisa Dooja Nahi Hai

Agar Bhakt Dyanu Ne Sar Chadaya Naa Hota
Kabhi Naam Jag Mein Kamaya Naa Hota
Dikhati Naa Karishma Meri Maiya
Kabhi Raja Akbar Sar Jhukaya Naa Hota

Jidhar Dekhta Hu Charcha Yahi Hai
Koi Maa Ke Jaisa Dooja Nahi Hai

Kahoge Vo Tumbhi Jo Main Kah Raha Hu
Bhawan Maa Bhawani Ke Jaa Kar Ke To Dekho

Bhula Kar Ke Baithe the hansna Sada Jo
Vo Phoolo Ke Jaise Muskaa Rahe Hai
Dukh Zindagi Se Unke Door Hue Saare
Koyal Ki Tarah Vo Kookane Lage Hai
Murjhagaye Jo Phool Patjhad Mein
Vo Bedhadak Hawao Mein Mahakne Lage Hai

Mehakne Lagega Tumhara Bhi Jeevan
Ae Lakkha Tu Sar Ko Jhuka Ke Dekho
Ae Bhakto Tum Sar Ko Jhuka Ke Dekho

Tumhein Har Ghadi Maa Pyar Karegi
Jara Maa Ke Dar Pe Tum Aa Karke Dekho

Leave a Comment