तुमने जिसको दिया सहारा उसको मिला किनारा है

तुमने जिसको दिया सहारा उसको मिला किनारा है

Tumne Jisko Diya Sahara Usko Mila Kinara Hai

तुमने जिसको दिया सहारा उसको मिला किनारा है
क्या कहने उस के जीवन के उसके तो ओबरा है,

तुमने जिससे नजर बदल ली दुनिया उस की बदल गई,
तुमने जिसकी बांह छोड़ दी नैया उसकी डूब गई,
तुम्हे भूल जो भजत जगत को उसका कहा गुजारा है,
तुमने जिसको दिया सहारा

जो भजता है नाम तुम्हारा वो मस्ती में रहता है,
दुनिया उसका कुछ भी समज ले तू उसे खूब समजता है.
झूठी चमक से दूर रहे जो वो तेरा लाड दुलारा है,
तुमने जिसको दिया सहारा

नन्दूजी के भजन हिंदी लिरिक्स

Nanduji Ke Bhajan

Tumne Jisko Diya Sahara Usko Mila Kinara Hai

Tumne Jisko Diya Sahara
Usko Mila Kinara Hai

Kya Kahne Uske Jeevan Ke
Uske To Pau Barah Hai

Tumne Jisko Diya Sahara
Usko Mila Kinara Hai

Tumne Jisko Diya Sahara
Usko Mila Kinara Hai

Tumne Jisse Nazar Badal Li
Duniya Uski Badal Gayi

Tumne Jiski Baah Chhod Di
Naiyya Uski Doob Gayi

Tumhe Bhool Jo Bhaje Jagat Ko
Tumhe Bhool Jo Bhaje Jagat Ko
Uska Kaha Gujara Hai

Tumne Jisko Diya Sahara
Usko Mila Kinara Hai
Tumne Jisko Diya Sahara
Usko Mila Kinara Hai

Kya Kahne Uske Jeevan Ke
Uske To Pau Barah Hai
Uske Jeevan Ke Kya Kahne
Uske To Pau Barah Hai

Tumne Jisko Diya Sahara
Usko Mila Kinara Hai

Jo Bhajta Hai Naam Tumhara
Vo Masti Mein Rahta Hai
Duniya Usko Kuchh Bhi Samajhle
Tu Usse Khoob Samjhata Hai

Duniya Usko Kuchh Bhi Samajhle
Tu Usse Khoob Samjhata Hai

Jhooti Chamak Se Door Rahe Jo
Jhooti Chamak Se Door Rahe Jo
Vo Tera Laal Dulara Hai

Tumne Jisko Diya Sahara
Usko Mila Kinara Hai

Tumne Jisko Diya Sahara
Usko Mila Kinara Hai
Jhooti Chamak Se Door Rahe Jo
Vo Tera Laal Dulara Hai

Tumne Jisko Diya Sahara
Usko Mila Kinara Hai
Uske Jeevan Ke Kya Kahne
Kya Kahne Uske Jeevan Ke
Uske To Pau Barah Hai

Le Le Pariksha Tere Bhakt Ki
Ye Jag Wale Aade Hue Hai
Kadam Kadam Pe Usse Satane
Duniya Wale Khade Hue
Nandu Batade Shyam Jagat Ko
Nandu Batade Shyam Jagat Ko
Tu Hi Iska Rakhwala Hai

Tumne Jisko Diya Sahara
Usko Mila Kinara Hai
Kya Kahne Uske Jeevan Ke
Kya Kahne Uske Jeevan Ke
Uske To Pau Barah Hai

Tumne Jisko Diya Sahara
Usko Mila Kinara Hai

Bolo Sachchidanand Bhagwan Ki Jai
Bolo Khatu Naresh Ki Jai
Bolo Sheesh Ke Dani Ki Jai
Bolo Hare Ke Sahare Ki Jai
Bolo Khatu Naresh Ki Jai
Jai Shri Shyam
Jai Shri Krishna

इन नन्दूजी खाटू श्याम भजन को भी सुने –

1 thought on “तुमने जिसको दिया सहारा उसको मिला किनारा है”

Leave a Comment