काम क्रोध मद लोभ और माया

काम क्रोध मद लोभ और माया

Kaam Krodh Mad Lobh Aur Maya

काम, क्रोध, मद, लोभ और माया,
पहरे धार बिठाया इन सबसे
जो बच कर आया उसने श्याम को पाया,
बोलो है ना बोलो है ना,
काम, क्रोध, मद, लोभ और माया…..

इन पांचो के पीछे देखो भाग रहा जग सारा,
छोड़ दे चिंता इन पांचो की बन जा श्याम का प्यारा,
जिस ने इन पांचो को छोड़ा उसका साथ निभाया,
बोलो है ना बोलो है ना,
काम, क्रोध, मद, लोभ और माया…..

माया नगरी ये दुनिया है,
थोड़ा दूर भगाओ,
नरसी मीरा कर्मा जैसे मन में भाव जगो,
जिनके मन में भाव है ऐसे उनके घर में आया,
बोलो है ना बोलो है ना,
काम, क्रोध, मद, लोभ और माया…..

मांग ना हो तो श्याम प्रभु से ऐसी शक्ति मानगो,
हारे हुए के साथी बने हम ऐसी भगति मानगो,
श्याम कहे जिस जिस ने किया उस में श्याम समाया,
बोलो है ना बोलो है ना,
काम, क्रोध, मद, लोभ और माया….

Kaam Krodh Mad Lobh Aur Maya

Kaam Krodh Mad Lobh Aur Maya
Pehare Dar Baithaya

Singer – Sanjay Mittal

Kaam Krodh Mad Lobh Aur Maya
Pehare Dar Baithaya

In Sabse Jo Bachkar Aaya
Usne Shyam Ko Paya
Bolo Haina Bolo Haina
Kaam Krodh Mad Lobh Aur Maya

In Pancho Ke Peechhe Dekho
Bhaag Raha Jag Sara

Chhod De Chinta Inn Pacho Ki
Ban Jaa Shyam Ka Pyara

Jisne Inn Pancho Ko Chhoda
Uska Sath Nibhaya
Bolo Haina Bolo Haina
Kaam Krodh Mad Lobh Aur Maya

Maya Nagari Ye Duniya
Thoda Door Bhagao

Narsingh Meera Karma Jaise
Man Mein Bhaav Jagao

Jinke Man Mein Bhaav Hai Aise
Unke Ghar Mein Aaya
Bolo Haina Bolo Haina
Kaam Krodh Mad Lobh Aur Maya

Maangna Hona Ho To
Shyam Prabhu Se
Aisi Shakti Mango

Haare Hue Ke Sathi Bane Hum
Aisi Bhakti Mango

Shyam Kahe Jis Jisne Kiya Ye
Usme Shyam Samaya

Kaam Krodh Mad Lobh Aur Maya
Pehare Dar Baithaya

In Sabse Jo Bachkar Aaya
Usne Shyam Ko Paya
Bolo Haina Bolo Haina
Kaam Krodh Mad Lobh Aur Maya

Leave a Comment