श्याम धनी आने में जो देर लगाओगे

श्याम धनी आने में जो देर लगाओगे

Shyam Dhani Aane Me Jo Der Lagaoge

श्याम धनी आने में, जो देर लगाओगे,
इतना समझलो हारे हुए को और हराओगे ॥

लिखा तेरे मंदिर पे, हारे का सहारा,
इसी नाम से है बाजे, डंका तुम्हारा,
क्या अपने नाम पे बाबा, तुम दाग लगाओगे ॥

खिंच करके नैया तेरी, चौखट पे लाया,
मांझी बनाकर तुमको, नाव में बिठाया,
तुम जिस नैया में बैठे, क्या उसे डुबाओगे ॥

नैया भवर में जिसकी, तुम्हे ढूंढ़ता है,
तेरी गली का, पता पूछता है,
क्या अपनी गली का रास्ता, तुम बंद करवाओगे ॥

ये ना समझना खाली हारे हुए है,
बनवारी जबसे हारे, तुम्हारे हुए है,
मेरी लाज नहीं ये, तुम खुद की गवाओगे ॥

Shyam Dhani Aane Me Jo Der Lagaoge

Shyam Dhani Aane Me Jo Der Lagaoge
Itna Samajhle Haare Hue Ko Aur Haraoge

Singer – Jai Shankar Chaudhary

Shyam Dhani Aane Me Jo Der Lagaoge
Itna Samajhle Haare Hue Ko Aur Haraoge

Likha Tere Mandir Pe Tere Haare Ka Sahara
Issi Naam Se Bajta Hai Dunka Tumhara

Kya Apne Naam Pe Baba Tum Daag Lagauge
Itna Samajhle Haare Hue Ko Aur Haraoge

Shyam Dhani Aane Me Jo Der Lagaoge
Itna Samajhle Haare Hue Ko Aur Haraoge

Kheech Kar Ke Naiya Chaukhat Pe Laaya
Majhi Banakar Tumko Naav Mein Bithaya

Tum Jis Naiya Mein Baithe Kya Usse Doobaoge
Itna Samajhle Haare Hue Ko Aur Haraoge

Shyam Dhani Aane Me Jo Der Lagaoge
Itna Samajhle Haare Hue Ko Aur Haraoge

Leave a Comment