बाबा की ज्योति है जब है जगाई मुझको लगा है की मैं शिरडी में आई

बाबा की ज्योति है जब है जगाई मुझको लगा है की मैं शिरडी में आई

Baba Ki Jyoti Hai Jab Bhi Jagayi Mujhko Laga Ki Main Shirdi Mein Aayi

बाबा की ज्योति है जब है जगाई मुझको लगा है की मैं शिरडी में आई,
जब भी किसी ने कहा ॐ साई मुझको लगा के मैं शिरडी में आई,

सुख भी उसी के दुःख भी उसी के कट ते ही रहते है पल भी उसकी के,
पर जब भी ख़ुशी कोई पाई मुझको लगा के मैं शिरडी में आई,
बाबा की ज्योति है जब है जगाई मुझको लगा है की मैं शिरडी में आई,

तन्हा कभी न पाया है खुद को मन के झरोखे से देखा है उसको,
गर्दन जरा जब भी अपनी जुकाई मुझको लगा के मैं शिरडी में आई,
बाबा की ज्योति है जब है जगाई मुझको लगा है की मैं शिरडी में आई,

भक्तो ने जब भी भजन कोई गाया सच मुच् वही मैंने बाबा को पाया,
साहिल ने जैकार जब भी लगाई मुझको लगा के मैं शिरडी में आई,

Baba Ki Jyoti Hai Jab Bhi Jagayi Mujhko Laga Ki Main Shirdi Mein Aayi

Baba Ki Jyoti Hai Jab Bhi Jagayi
Mujhko Laga Ki Main Shirdi Mein Aayi

Jab Bhi Kisi Ne Kaha Om Sai
Mujhko Laga Ki Main Shirdi Mein Aayi

Sukh Bhi Usi Ke Dukh Bhi Usi Ke
Katte Hi Rehte Hai Pal Zindagi Ke

Par Jab Bhi Sachchi Khushi Koi Payi
Mujhko Laga Ki Main Shirdi Mein Aayi

Tanha Kabhi Naa Paya Hai Khud Ko
Man Ke Jharokho Se Dekha Hai Usko

Gardan Jara Jabh Bhi Apni Jhukayi
Mujhko Laga Ki Main Shirdi Mein Aayi

Baba Ki Jyoti Hai Jab Bhi Jagayi
Mujhko Laga Ki Main Shirdi Mein Aayi

Bhagto Ne Jab Bhi Bhajan Koi Gaya
Sach Much Vahi Maine Baba Ko Paya

Sahil Ne Jaikaare Jab Bhi Lagaye
Mujhko Laga Ki Main Shirdi Mein Aayi

Baba Ki Jyoti Hai Jab Bhi Jagayi
Mujhko Laga Ki Main Shirdi Mein Aayi

Jab Bhi Kisi Ne Kaha Om Sai
Mujhko Laga Ki Main Shirdi Mein Aayi

Leave a Comment