भगतो की नैया श्याम चलता है

भगतो की नैया श्याम चलता है

Bhagton Ki Naiya Shyam Chalata Hai

भगतो की नैया श्याम चलता है,
पल भर में दौड़ा दौड़ा आता है,

जब कोई साथ नहीं दे दुनिया में
पकड़े न हाथ कोई इस दुनिया में,
ऐसे में श्याम ही हाथ बढ़ता है,
हारे को मेरा श्याम जीतता है,
भगतों की नईया श्याम चलाता है

रिश्ते नातो की झूठी कहानी है
सच्चा इस जग में शीश का दानी है,
दिल में इसको जो भी बिठलाता है,
उसका खुद ये साथी बन जाता है,
भगतों की नईया श्याम चलाता है,

कितने ही तूफ़ान आये जीवन में,
रखना भरोसा बाबा का मन में,
बिगड़ी किस्मत को श्याम बनता है,
राजू का श्याम से गहरा नाता है,
भगतों की नईया श्याम चलाता है

Bhagton Ki Naiya Shyam Chalata Hai

Bhagton Ki Naiya Shyam Chalata Hai
Pal Bhar Mein Dauda Dauda Aata Hai

Singer – Rajendra Jain “Raju”

Bhagton Ki Naiya Shyam Chalata Hai
Pal Bhar Mein Dauda Dauda Aata Hai

Jab Koi Saath Nahi De Duniya Mein
Pakde Naa Hath Koi Iss Duniya Mein

Aise Mein Shyam Hi Haath Badata Hai
Haare Ko Mera Shyam Jeetata Hai

Bhagton Ki Naiya Shyam Chalata Hai
Pal Bhar Mein Dauda Dauda Aata Hai

Rishto Naato Ki Jhoothi Kahani Hai
Sachcha Iss Jag Mein Sheesh Ka Daani Hai

Dil Mein Isko Jobhi Bithlata Hai
Uska Khud Ye Sath Ban Jata Hai

Bhagton Ki Naiya Shyam Chalata Hai
Pal Bhar Mein Dauda Dauda Aata Hai

Kitne Hi Toofan Aaye Jeevan Mein
Rakhna Bharosa Baba Ka Man Mein

Bigadi Kismat Ko Shyam Banata Hai
Raju Ka Shyam Se Gehra Nata Hai

Bhagton Ki Naiya Shyam Chalata Hai
Pal Bhar Mein Dauda Dauda Aata Hai

Leave a Comment