
भरी हुई रस की गगरिया सा मीठा,
सिया राम कहो हरी राम कहो प्रभु राम रे।।
प्रीतम की प्रीती विश्वाश लेकर मस्ती से हरी नाम गा,
जन्मो जन्म से सोया हुआ अब अवसर है भाग जगा,
सावन की झम झम बदरियाँ सा प्यारा,
सिया राम कहो हरी राम कहो प्रभु राम रे।।
इस युग का मालिक कलयुग कहाये कलयुग का मालिक है नाम,
कल्याण के साध्नो का है राजा पुरे करे सारे काम,
तारो में जैसे है धरुव तारा न्यारा,
सिया राम कहो हरी राम कहो प्रभु राम रे।।
आधार प्रभु के चित्रों को कर के जीवन के पथ पर चले,
चूबना नहीं शूल किसी को बन कर के फूल खिले,
सुख दाई फूलो की बागियों के जैसा,
सिया राम कहो हरी राम कहो प्रभु राम रे।।
Bhari Hui Ras Ki Gagariya Sa Meetha
Siya Ram Kaho Hari Naam Kaho Prabhu Naam Re
Preetam Ki Preet Vishwash Lekar
Masti Se Hari Naam Gaa
Janamo Janam Se Soya Hua Ab
Avsaar Hai Bhagya Jaga
Saavan Ki Jham Jham Badariya Sa Pyara
Siya Ram Kaho Hari Naam Kaho Prabhu Naam Re
Iss Yug Ka Malik Kaliyug Kaahye
Kaliyug Ka Malik Hai Ram Naam
Sadhano Ka Hai Laga Pure Kare Saare Kaam
Taro Mein Jaise Hai Dhruv Tara Nyara
Siya Ram Kaho Hari Naam Kaho Prabhu Naam Re
Aadhar Prabhu Ke Charitro Ko Karke
Jeevan Ke Path Par Chale
Chubna Nahi Shool Ban Ke Kishi Ko
Bankar Ke Phool Khile
Sukhdayi Phoolo Ki Bagiya Ke Jaisa
Siya Ram Kaho Hari Naam Kaho Prabhu Naam Re
Bhari Hui Ras Ki Gagariya Sa Meetha
Siya Ram Kaho Hari Naam Kaho Prabhu Naam Re