
जब से आया मैं तेरे दरबार सँवारे,
तूने इतना दिया है मुझे प्यार सँवारे,
नहीं बुलु कभी भी मैं तेरे उपकार सँवारे।।
छोटी छोटी खुशियों को भी तरस ते थे,
दिल ही दिल में कन्हियान हम तपड़ ते थे,
मेरा दिल भी यही कहता है हर बार सँवारे,
जब से आया मैं तेरे दरबार सँवारे।।
जब से तुमसे कन्हियान मेरी यार हो गई,
खाटू वाले की मुझको बिमारी हो गई
तेरे दर्शन से मिलता है मुझे करार सँवारे,
जब से आया मैं तेरे दरबार सँवारे।।
तेरे भगतो का मेला मुझे परिवार है,
जग के रिश्तो से बढ़ कर भी एतबार है,
कहे मोहित मानु गा तेरा आभार सँवारे,
जब से आया मैं तेरे दरबार सँवारे।।
Filmi Song Tarj – Mere Hatho Mein Nau Nau Choodiya
Jabse Aaya Main Tere Darbar Sanware
Tune Itna Diya Hai Mujhe Pyar Sanware
Nahi Bhoolu Kabhi Bhi Main Tere Upkaar Sanware
Jabse Aaya Main Tere Darbar Sanware
Chhoti Chhoti Khushiyo Ko Bhi Taraste The
Dil Hi Dil Mein Kanhaiya Hum Tadapte The
Mera Dil Bhi Yahi Kehta Hai Har Baar Sanware
Jabse Aaya Main Tere Darbar Sanware
Tune Itna Diya Hai Mujhe Pyar Sanware
Nahi Bhoolu Tere Upkaar Sanware
Jabse Tumse Kanhaiya Meri Yaari Hogayi
Khatu Aane Ki Mujhko Bimaari Ho Gayi
Tere Darshan Se Milta Hai Mujhe Karar Sanware
Jabse Aaya Main Tere Darbar Sanware
Tune Itna Diya Hai Mujhe Pyar Sanware
Shyam Shree Shyam Shyam Shree Shyam
Tere Bhakto Ka Mujhe Mila Parivar Hai
Jabki Rishto Se Badkar Aetabar Hai
Kahe Mohit Main Manunga Tera Aabhar Sanware
Jabse Aaya Main Tere Darbar Sanware
Tune Itna Diya Hai Mujhe Pyar Sanware
Nahi Bhoolu Kabhi Bhi Main Tere Upkaar Sanware
Jabse Aaya Main Tere Darbar Sanware