जग में सुन्दर हैं दो नाम चाहे कृष्ण कहो या राम

जग में सुन्दर हैं दो नाम चाहे कृष्ण कहो या राम

Jag Me Sunder Hain Do Naam Lyrics

जग में सुन्दर हैं दो नाम, चाहे कृष्ण कहो या राम।
बोलो राम राम राम, बोलो श्याम श्याम श्याम॥

माखन ब्रज में एक चुरावे, एक बेर भिलनी के खावे।
प्रेम भाव से भरे अनोखे, दोनों के हैं काम॥

एक ह्रदय में प्रेम बढ़ावे, एक ताप संताप मिटावे।
दोनों सुख के सागर हैं, और दोनों पूरण काम॥

एक कंस पापी को मारे, एक दुष्ट रावण संहारे।
दोनों दीन के दुःख हरत हैं, दोनों बल के धाम॥

एक राधिका के संग राजे, एक जानकी संग बिराजे।
चाहे सीता-राम कहो, या बोलो राधे-श्याम॥

Jag Me Sunder Hain Do Naam Lyrics

Jag Mein Sundar Hai Do Naam
Chaahe Krishan Kaho Yaa Ram
Bolo Ram Ram Ram Bolo Shyam Shyam Shyam

Makhan Braj Mein Ek Churave
Ek Ber Bhilani Ke Khaave

Prem Bhaav Bhare Anokhe
Dono Ke Hai Kaam

Jag Mein Sundar Hai Do Naam
Chaahe Krishan Kaho Yaa Ram
Bolo Ram Ram Ram Bolo Shyam Shyam Shyam

Ek Kans Paapi Ko Maare
Ek Dust Raawan Sanhaare

Dono Deen Ke Dukh Harat Hai
Dono Bal Ke Dhaam

Jag Mein Sundar Hai Do Naam
Chaahe Krishan Kaho Yaa Ram
Bolo Ram Ram Ram Bolo Shyam Shyam Shyam

Ek Harday Mein Prem Badaye
Ek Taap Santaap Mitaave

Dono Sukh Ke Sagar Hai
Aur Dono Puran Kaam

Jag Mein Sundar Hai Do Naam
Chaahe Krishan Kaho Yaa Ram
Bolo Ram Ram Ram Bolo Shyam Shyam Shyam

Ek Radhika Ke Sang Raaje
Ek Jaanki Sang Viraaje

Chaahe Sita Ram Kaho
Yaa Bolo Radhe Shyam

Jag Mein Sundar Hai Do Naam
Chaahe Krishan Kaho Yaa Ram
Bolo Ram Ram Ram Bolo Shyam Shyam Shyam

16 thoughts on “जग में सुन्दर हैं दो नाम चाहे कृष्ण कहो या राम”

Leave a Comment