
मैं तो साई की दीवानी मैं तो बाबा की दीवानी,
लोग मुझे केहन बावरी,मैं तो होगी मतवारी,
लोग मुझे कहन बावरी,
मैं तो साई की दीवानी ।।
होंगी सारी मुरादे पूरी मन में धारो शरधा सबुरी,
चढ़ गई नाम खुमारी,लोग मुझे कहन वनवारी,
मैं तो साई की दीवानी।।
दुनिया की मैं बहुत सताई,
तब बाबा की शरण में आई ,
तेरे रंग चुनरी रंग डाली लोक मुझे कहन वनवारी,
मैं तो साई की दीवानी ।।
लाज शर्म को भूल के नाचू,
साई के दर झूम के नाचू,
मैं जाऊ बलिहारी,लोग मुझे कहन वनवारी,
मैं तो साई की दीवानी।।
Main To Sai Ki Deewani
Log Mujhe Kahe Bawari
Main To Hogayi Matwari
Log Mujhe Kahen Bawari
#Singer – Tarun Sagar
Main To Sai Ki Deewani
Log Mujhe Kahe Bawari
Main To Hogayi Matwari
Log Mujhe Kahen Bawari
Hongi Saari Murade Puri
Man Mein Dhaaro Shraddha Saburi
Chad Gayi Naam Kumari
Log Mujhe Kahen Bawari
Main To Sai Ki Deewani
Log Mujhe Kahe Bawari
Duniya Ki Main Bahut Satayi
Tab Baba Ki Sharan Mein Aayi
Tere Rang Chunar Rang Daali
Log Mujhe Kahe Bawari
Main To Sai Ki Deewani
Log Mujhe Kahe Bawari
Laaj Sharam Ko Bhool Ke Nachu
Sai Ke Dar Jhoom Ke Nachu
Main Jau Balihaari
Log Mujhe Kahe Bawari
Main To Sai Ki Deewani
Log Mujhe Kahe Bawari
Main To Ho Gayi Matwali
Log Mujhe Kahe Bawari