श्याम के रंग में

रंगदे रंगदे मोरी रंगदे चुनरिया

अपनी चुनर रंग दाअरी
मोरे श्याम के रंग में
श्याम के रंग में।।

सँवारा रे सँवारा बंसिवाला सँवारा
सँवारा रे सँवारा बंसिवाला सँवारा।।

Rangde Rangde Mori
Rangde Chunariya

Apni Chunar Rang Daaari
More Shyam Ke Rang Mein
Shyam Ke Rang Mein

Sanwara Re Sanwara Bansiwala Sanwara
Sanwara Re Sanwara Bansiwala Sanwara

Shyam Ki Main Hu Shyam Hai Mera
Chain Hai Vo Aaram Hai Mere
Tan Man Dhan Sab Uspe Vaaru
Raaho Mein Baithe raah Niharu
Sabkuchh Apne Bihari
Shyam Ke Rang Mein

Rang Gayi Shyam Ke Rang Mein
Rangde Rangde Mori Rang De Chunariya
Chain Churaye Neend Udaye
Jamuna Kinare Bansi Bajaye

Main Pyasi Hu Jamuna Tat Vo
Sab Sakhiya Sang Ras Rachaye
Sudh Budh Apni Haari
Shyam ke Rang Mein Shyam Ke Rang Mein
Rang Gayi Shyam Ke Rang Mein
Rang Gayi Shyam Ke Rang Mein

Leave a Comment