बिना मांगे भरा दमन ओ मेरे श्याम क्या मांगू

बिना मांगे भरा दमन
ओ मेरे श्याम क्या मंगू
है खुशियों से भरा आंगन
कहो घनश्याम क्या मांगू।।

बिना मांगे भरा दमन
ओ मेरे श्याम क्या मंगू
है खुशियों से भरा आंगन
कहो घनश्याम क्या मांगू।।

सफर था सूना जीवन का
घिर हर और अँधेरा था
तुम्हारी आशा जीने की
जो मुझसे दूर सवेरा था
मिले मुझको तेरे दर्शन
की पूरन काम क्या मांगू ।।

Bina Mange Bhara Daman
O Mere Shyam Kya Mangu
Hai Khushiyo Se Bhara Angan
Kaho Ghanshyam Kya Maangu

Bina Mange Bhara Daman
O Mere Shyam Kya Mangu
Hai Khushiyo Se Bhara Angan
Kaho Ghanshyam Kya Maangu

Safar Tha Soona Soona Jeevan Ka
Ghira Har Aur Andhera Tha
Tumhari Aasha Jeene Ki
Jo Mujhse Door Savera Tha
Mile Mujhko Tere Darshan
Ki Pooran Kaam Kya Mangu

Bina Mange Bhara Daman
O Mere Shyam Kya Mangu

Suna Karta Tha Logo Se
Tu Haare Ka Sahara Hai
Mili Sabko Kripa Teri
Tujhe Jisne Pukara Hai

Tujhe Pakar Hai Phulkit Mann
Ki Ab Vardaan Kya Mangu

Bina Mange Bhara Daman
O Mere Shyam Kya Mangu

Kabhi Chawal Sudama Ke
Kabhi Gopi Ke Makhan Ko
Arre Chhaliye Yu Chhal Kar Bhi
Diya Amrattva Jeevan Ko

Sahar Khud Ko Kare Arpan
Sahar Khud Ko Kare Arpan
Tumhare Naam Kya Mangu

Bina Mange Bhara Daman
O Mere Shyam Kya Mangu

Leave a Comment