
अयोध्या को कुशाल किया भगवे का परचम गाड़ दिया
Ayodhya Ko Kushal Kiya Bhagve Ka Parcham Gaad Diya
जितने विरोधी थे वो हो गए है साइलेंट
मोदी हनुमान बने हो गए वायलेंट
मोदी ने तंबू फाड़ दिया
है अयोध्या को खुशहाल किया
भगवे का परचम गाड़ दिया
तारीख जो पूछते बहुत
उनके चेहरे पे बारह बजे है
कुछ भी हो लेकिन खुश है राम भक्त
उनके तो मजे ही मजे है
गली गली भंडारे जागरण हो रहे
जितने विरोधी थे आटा चावल धो रहे
योगी जी ने मंत्र मार दिया
है अयोध्या को खुशहाल किया
भगवे का परचम गाड़ दिया
हमने कमल का बटन था दबाया
जबरदस्त बदलाव आया
सबने कहा नहीं हो सकता है
पर उसने कर के दिखाया है
दिल्ली की कुर्सी पर जब तक
मोदी जी यूं बैठेंगे
देशद्रोही और बिलकुल
भी ना ऐठेंगे
इनको है जड़ से उखाड़ दिया
है अयोध्या को खुशहाल किया
भगवे का परचम गाड़ दिया
शंभू नाथ का जलवा अलग है
रवि श्रीवास्तव भी कहते
मयंक गुप्ता चंदौसी वाले
भी भगवे की मस्ती में रहते
मैं संदीप आचार्य
हूं गाता गाता ही रहूंगा
मुझको भूपेश ने बिगाड़ दिया
चेतन शर्मा ने लताड़ दिया
है अयोध्या को खुशहाल किया
भगवे का परचम गाड़ दिया
Ayodhya Ko Kushal Kiya Bhagve Ka Parcham Gaad Diya
Jitne Virodhi The Vo Ho Gaye Hai Silent
Modi Hanuman Bane Ho Gaye Vilent
Modi Ne Tambu Faad Diya
Hai Ayodhya Ko Kushaal Kiya
Bhagave Ka Parcham Gaad Diya
Tarikh Jo Poochhate Bahut
Unke Chehare Pe Barah Baje Hai
Kuchh Bhi Ho Lekin Khush Hai Ram Bhakt
Unke To Maje Hi Maje Hai
Gali Gali Bhandare Jagran Ho Rahe
Jitne Virodhi The Aata Chaval Dho Rahe
Yogi Jee Ne Mantra Maar Diya
Hai Ayodhya Ko Kushaal Kiya
Bhagave Ka Parcham Gaad Diya
Humne Kamal Ka Button Tha Dabaya
Jabar Jast Badalav Aaya
Sabne Kaha Nahi Ho Sakta Hai
Par Usne Kar Ke Dikhaya Hai
Delhi Ki Kursi Par Jab Tak
Modi Ji Yu Baithenge
Desh Drohi Aur Bilkul
Bhi Na Aethennge
Inko Hai Jad Se Ukhaad Diya
Hai Ayodhya Ko Kushaal Kiya
Bhagave Ka Parcham Gaad Diya
Shambhu Nath ka Jalva Alag Hai
Ravi Shrivastav Bhi Kahte
Mayank Gupta Chandusi Wale
Bhi Bhagve Ki Masti Mein Rehte
Main Sandeep Acharya
Hu Gata Gata Hi Rahunga
Mujhko Bhupesh Ne Bigad Diya
Chetan Sharama Ne Latad Diya
Hai Ayodhya Ko Khushaal Kiya
Bhagave Ka Parcham Gaad Diya