आओ आ जाओ भोले नाथ तेरे ख्यालो में खोया रहूँ

आओ आ जाओ भोले नाथ तेरे ख्यालो में खोया रहूँ

Aao Aa Jao Bhole Nath Tere Khayalo Me Khoya Rahoon Lyrics In Hindi

आओ आ जाओ भोले नाथ,
तेरे ख्यालो में खोया रहु
मैं जागु दिन और रात।।

हे शिव शंकर हे प्रेयन्कर
हे जग के रखवाले,
तेरे बिना मेरी कौन सुनागा,
दरदे दिल की बात,
आओ आ जाओ भोले नाथ।।

मन पंक्षी बे चैन दर्श बिन अब तो दर्श दिखावो,
अँखियाँ ऐसे बरस रही है सावन की बरसात,
आओ आ जाओ भोले नाथ।।

विष पी ये खुद अमृत बांटे ,
तुम सा न कोई दानी,
रामा देया की भिक्षा मांगे रखदो सिर पे हाथ,
आओ आ जाओ भोले नाथ।।

Aao Aa Jao Bhole Nath Tere Khayalo Me Khoya Rahoon Lyrics In English

Aao Aajao Bhole Nath
Tere Khayalo Mein
Khoya Rahu Main
Jaagu Din Aur Raat

Aao Aajao Bhole Nath
Tere Khayalo Mein
Khoya Rahu Main
Jaagu Din Aur Raat

Hey Shiv Shankar Hey Pralayankar
Hey Jag Ke Rakhwale Ho

Tere Bina Meri Kaun Sunega
Darde Dil Ki Baat
Aao Aajao Bhole Nath

Man Panchhi Bechain Darash Bin
Ab To Darash Dikhao

Ankhiya Aise Baras Rahi Hai
Saawan Ki Barsaat
Aao Aajao Bhole Nath

Vish Peeye Khud Amrat Baate
Tum Sam Koi Naa Daani

Rama Daya Ki Biksha Maange
Rakh Do Sir Pe Hath
Aao Aajao Bhole Nath

Aao Aajao Bhole Nath
Tere Khayalo Mein
Khoya Rahu Main
Jaagu Din Aur Raat

Aao Aajao Bhole Nath
Aao Aajao Bhole Nath

Leave a Comment