Aaye Navrat Chalo Maa Ke Darbar Maa Ko Chunari Chadayenge

Aaye Navrat Chalo Maa Ke Darbar
Maa Ko Chunari Chadayenge
Maa Sarva Mangla Ke Dar Pe
Maa Ki Jyot Jalayenge

Chunari Chadayenge Chalo Laal
Jyot Jagayenge
Chalo Maa Ki Jyot Jagayenge

Aaye Navrat Chalo Maa Ke Darbar
Maa Ko Chunari Chadayenge
Maa Sarva Mangla Ke Dar Pe
Maa Ki Jyot Jalayenge

Maa Ki Chhavi Hai Nirali
Sabhi Bhakto Ko Sukh Dene Wali
Sabke Kashto Ko Vo Harne Wali
Sab Pe Mamta Luta Dene Wali

Leke Shringaar maiya Ke Dwar
Maiya Ko Sajayenge
Maa Sarva Mangla Ke Dar Pe
Maa Ki Jyot Jalayenge
Chunari Chadayenge Chalo Laal
Jyot Jagayenge
Chalo Laal Maa Ki Jyot Jagayenge

Korba Ka Bhagya Jaga Hai
Jabse Aayee Hai Maa Sarva Mangla Hai
Maa Durga Swaroop Mein Viraje
Korba Mein Hai Maa Sarva Mangla

Leke Aarti Ki Thaal Chalo Maiya Ke Dwar
Maa Sarva Mangla Ke Dar Pe
Maa Ki Jyot Jalayenge
Chalo Laal Chunari Chadayenge Chalo Laal
Jyot Jagayenge
Chalo Maa Ki Jyot Jagayenge

Aaye Navrat Chalo Maa Ke Darbar
Maa Ko Chunari Chadayenge
Maa Sarva Mangla Ke Dar Pe
Maa Ki Jyot Jalayenge

Nav Din Aur Navratra Mein
Maiya Ki Jyot Jalegi
Mitega Andhera Jeevan Ka
Saare Jag Ko Vo Roshan Karegi

Karne Maa Ka Deedar
Chalo Maiya Ke Dwar
Maa Ka Darshan Payenge
Maa Sarva Mangla Ke
Dar Pe Jyot Jalayenge
Maa Ko Chunari Chadayenge
Maa Sarva Mangla Ke Dar Pe
Maa Ki Jyot Jalayenge

Aaye Navrat Chalo Maa Ke Darbar
Maa Ko Chunari Chadayenge
Maa Sarva Mangla Ke Dar Pe
Maa Ki Jyot Jalayenge

Leave a Comment