
बाबा विश्वकर्मा जैसी रचना विश्वा में कोई करता नही है
Baba Vishwakarma Jaisi Rachna Vishwa Mein Koi Karta Nahi Hai
विश्वकर्मा भगवान की जाई हो
बाबा विश्वकर्मा जैसी रचना
विश्वा में कोई करता नही है
चाहे देवालय हो या शिवालय
उनके बिन इच्छा बनता नही है
सतयुग में ये स्वर्ग सजाए
द्वापर में ये द्वारिका बनाए
इश्स युग में भी
कलियुग में भी इनकी कृपा बिन
कोई इंसान चलता नही है
कला कौशल से अपने बनाए
विश्वकर्मा जी सोने की लंका
खंडहर भी को महल बनडे
आदि अभियंता कोई नही है
सुंदर सुंदर महलो को सजाते
ज्ञान विज्ञान सबको बताते
सारे संसाधानो के है स्वामी
सभी भक्तो के प्रभु देवता है
सारे अष्ट्रा शस्त्रा आपने बनाए
देवी देव को अपने दिलाए
शास्त्र ऐसा आस्त्रा ऐसा बनाया है बाबा
कोई दुश्मन भी टिकता नही है
देव में है ये देव निराले
सभी देव के कार्यो को संभाले
देवेंद्रा कुलदीप
देवेंद्रा कैलाश रविकान्त का दुख
इन्सा दुख हरता कोई नही है
विश्वकर्मा भगवान की जय हो
बाबा विश्वकर्मा जैसी रचना
विश्वा में कोई करता नही है
चाहे देवालय हो या शिवालय
उनके बिन इच्छा बनता नही है
Baba Vishwakarma Jaisi Rachna Vishwa Mein Koi Karta Nahi Hai
Vishwakarma Bhagwan Ki Jai ho
Baba Vishwakarma Jaisi Rachna
Vishwa Mein Koi Karta Nahi Hai
Chaahe Devalay Ho Yaa Shivalay
Unke Bin Ichha Banta Nahi Hai
Satyug Mein Ye Swarg Sajaye
Dwapar Mein Ye Dwarika Banaye
Iss Yug Mein Bhi
Kaliyug Mein Bhi Inki Kripa Bin
Koi Insaan Chalta Nahi Hai
Kala Kaushal Se Apne Banaye
Vishwakarma Jee Sone Ki Lanka
Khandahar Bhi Ko Mahal Banade
Aadi Abhiyanta Koi Nahi Hai
Sundar Sundar Mahlo Ko Sajate
Gyan Vigyan Sabko Batate
Saare Sansaadhano Ke Hai Swami
Sabhi Bhakto Ke Prabhu Devta Hai
Saare Ashtra Shastra Aapne Banaye
Devi Devo Ko Apne Dilaye
Shashtra Aisa Astra Aisa Banaya Hai Baba
Koi Dushman Bhi Tikta Nahi Hai
Devo Mein Hai Ye Dev Nirale
Sabhi Devo Ke Karyo Ko Sambhale
Devendra Kuldeep
Devendra Kailash Ravikant Ka Dukh
Insa Dukh Harta Koi Nahi Hai
Vishwakarma Bhagwan Ki Jai ho
Baba Vishwakarma Jaisi Rachna
Vishwa Mein Koi Karta Nahi Hai
Chaahe Devalay Ho Yaa Shivalay
Unke Bin Ichha Banta Nahi Hai