दरबार में सच्चे सतगुरु के

दरबार में सच्चे सतगुरु के
दुख दर्द मिटाए जाते है,
दरबार में सच्चे सतगुरु के
दुख दर्द मिटाए जाते है,
दुनिया के सताए लोग यहाँ
सीने से लगाए जाते है

ये महफ़िल है मस्तानो की
हर शख्श याहा पर मतवाला,
भर भर के जाम इबातात के,
यहा सब को पिलाए जाते है,
दरबार में सचे सतगुरु के
दुख दर्द मिटाए जाते है,

इल्ज्म लगने वालो ने
इल्जाम लगाये लाख मगर,
तेरी सोगात समज कर के
हम सिर पे उठाये जाता है,
दरबार में सचे सतगुरु
के दुख दर्द मिटाए जाते है,

जिन बन्दों आर ऐ जग बालो
हो ख़ास इनायत सतगुरु की,
उनको ही संदेसा आता है
और वे ही बुलाये जाते है
दरबार में सचे सतगुरु के
दुख दर्द मिटाए जाते है,

Darbar Mein Sachche Sadguru Ke
Dukh Dard Mitaye Jaate Hai

Ye Mehfil Hai Mastano Ki
Har Shakhsha Yaha Par Matwala

Bhar Bhar Ke Jaam Ibadat Ke
Yaha Sabko Pilaye Jaate Hai

Darbar Mein Sachche Sadguru Ke
Dukh Dard Mitaye Jaate Hai

Iljaam Lagane Walo Ne
Iljaam Lagaye Lakh Magar

Teri Saugat Samjhkar Karke
Hum Sar Pe Uthaye Jaate Hai

Darbar Mein Sachche Sadguru Ke
Dukh Dard Mitaye Jaate Hai

Jin Bando Par Ae Jagwalo
Ho Khaas Inayat Sadguru Ki

Unko Hi Sandesha Aata Hai
Aur Ve Hi Bulaye Jaate Hai

Darbar Mein Sachche Sadguru Ke
Dukh Dard Mitaye Jaate Hai

Duniya Ke Sataye Log Yaha
Seene Se Lagaye Jaate Hai

Darbar Mein Sachche Sadguru Ke
Dukh Dard Mitaye Jaate Hai

Leave a Comment