Sukh Ho Dukh Ho Jeevan Mein
Ho Kaise Bhi Haalat
Hoti Rahe Yuhi Baba
Gyaras Pe Apni Mulaqaat
Dhan Daulat Hi Mahal Aatari
Matlab Ki Yaha Rishtedaari
Rishta ye Apna Sabse Alag Hai
Aati Ye Gyaras Baba Jab Jab Aati Hai
Dauda Bhaga Main Chala Aau
Roke Ruke Naa Jajbaat
Sukh Ho Dukh Ho Jeevan Mein
Ho Kaise Bhi Haalat
Hoti Rahe Yuhi Baba
Gyaras Pe Apni Mulaqaat
Kaise Kahu Yaha Aake Maine Kya Paya
Kiya Jo Deedar Tera Dil Bhar Aaya
Aesa Laga Tujhe Bhi Rehta Intzaar Hai
Premiyo Se Milne Ko Tu Bhi Bekarar Hai
Jisko Dukhi Tu Dekhe Baba
Hath Badha Ke Thame Hath
Sukh Ho Dukh Ho Jeevan Mein
Ho Kaise Bhi Haalat
Hoti Rahe Yuhi Baba
Gyaras Pe Apni Mulaqaat
Safar Aakhiri Jab Ho Meri Zindagi Ka
Khatu Ki Mitti Pau Armaan Ye Dil Ka
Din Ho Vo Gyaras Ka Kirtan Ki Raat Ho
Bhajano Se Rijhau Tujhe Main Premiyo Ka Sath Ho
Aese Mein Tu Aaye Le Jaaye
Shaanu Ko Baba Apne Saath
Sukh Ho Dukh Ho Jeevan Mein
Ho Kaise Bhi Haalat
Hoti Rahe Yuhi Baba
Gyaras Pe Apni Mulaqaat