जब से मिली शरण के मेरे दिन बदल गए
Jabse Mili Sharan Ki Mere Din Badal Gaye Khatu Shyam Bhajan
खाटू जो पंहुचा पहली बार मन को लुभाया ये दरबार,
कूक सी दिल में उठने लगी श्याम से हो गया मुझको प्यार
झुक कर किया नमन
झुक कर किया नमन के मेरे दिन बदल गए
जब से मिली शरण के मेरे दिन बदल गए,
श्याम ने सिर पर हाथ धरा भोज मेरे सिर का उतरा
किरपा श्याम ने बरसाई भाग हो गया हर भरा
मेहका मेरा चमन के मेरे दिन बदल गए
झुक कर किया नमन
अब जीवन में मस्ती है मेरी सुखी गरसति है
जो आनंद मैं लेता हु
दुनिया उसे तरसती है
रहता हु मैं मगन के मेरे दिन बदल गए
झुक कर किया नमन
श्याम के दर पे जाता हु कुछ लेकर ही आता हु
बिन्नू केहता है इसी लिए श्याम तराने गाता हु
करता हु मैं भजन के मेरे दिन बदल गए
झुक कर किया नमन
Jabse Mili Sharan Ki Mere Din Badal Gaye Khatu Shyam Bhajan
Jabse Mili Sharan Ki Mere Din Badal Gaye
Aisi Lagi Lagan Ki Aisi Lagi Lagan
Aisi Lagi Lagan Ki Mere Din Badal Gaye
Jhukar Kiya Naman Ki Mere Din Badal Gaye
Khatu Jo Pahucha Pehali Baar
Dil Ko Lubhaya Ye Darbar
Hook Si Dil Mein Uthane Lagi
Shyam Se Ho Gaya Mujhko Pyar
Jhukar Kiya Naman Ki Mere Din Badal Gaye
Jabse Mili Sharan Ki Mere Din Badal Gaye
Jhukar Kiya Naman Ki Mere Din Badal Gaye
Jabse Mili Sharan Ki Mere Din Badal Gaye
Shyam Ne Sar Per Haath Dhara
Bojh Mere Sar Ka Utara
kripa Shyam Ne Barsayi Baag Ho Gaya Hara Bhara
Mehka Mera Chaman Ke Mere Din Badal Gaye
Jabse Mili Sharan Ki Mere Din Badal Gaye
Ab Jeevan Mein Masti Meri Sukhi Grasthi Hai
Jo Aanand Main Leta Hu Duniya Usse Tarasti Hai
Rehta Hu Main Magan Rehta Hu Main Magan
Rehta Hu Main Magan Ki Mere Din Badal Gaye
Jabse Mili Sharan Ki Mere Din Badal Gaye
Shyam Ke Dar Pe Jata Hu Kuchh Lekar Hi Aata Hu
Binnu Kahta Isiliye Shyam Tarane Gata Hu
Karta Hu Main Bhajan Karta Hu Main Bhajan
Karta Hu Main Bhajan Ki Mere Din Badal Gaye
Jabse Mili Sharan Ki Mere Din Badal Gaye
Jabse Mili Sharan Ki Mere Din Badal Gaye