Jai Mata Ki Bol Jai
Jai Mata Ki Bol Jai
Sundar Sundar Bhawan Saja Hai
Bhawan Mein Maiyaji Ka
Aasan Laga Hai
Goonj Rahe Hai Maiyaji Ke
Charo Aur Jaikare
Naach Rahe Hai Jhoom Jhoom Ke
Maa Ke Bhakt Pyare
Sher Ke Upar Chad Ke Aayi
Sherowali Mata
Jai Mata Di
Maa Ke Charno Se
Jod Ke Hum Nata
Sab Milke Karenge Jagrata
Sher Ke Upar Chad Ke Aayi
Sherowali Mata
Maa Ke Charno Se
Jod Ke Hum Nata
Sab Milke Karenge Jagrata
Jai Mata Ki Bol Jai
Jai Mata Ki Bol Jai
Maa Ke Darshan Paake
Jeevan Safal Banayenge
Sachchi Shraddha Se
Hum Maa Ki Bhete Gayenge
Uske Saare Paap Hai Mitate
Maa Ke Charano Se
Jod Ke Hum Nata
Sab Milke Karenge Jagrata
Jai Mata Ki Bol Jai
Jai Mata Ki Bol Jai
Teri Sherowali Jyotawali Jai Ho Maa
Jaag Ke Ke Saari Raina
Maa Ki Chauki Bharni Hai
Maiyaji Se Humne Mann Ki
Baate Karne Hai
Kya Khoya Kya Paya
Maiya Ko Haal Sunana
Vo Sabki Man Ki Jaane
Maa Se Kya Chhupana
Maa Ki Kripa Hone Se Hi
Jeevan Se Dhukh Jata
Maa Ke Charano Se
Jod Ke Hum Nata
Sab Milke Karenge Jagrata
Jai Mata Ki Bol Jai
Jai Mata Ki Bol Jai
Sabse Badi Dayalu Maa Ke
Bhare Khajane Hai
Jaane Kisko Kya De
Bhed Naa Koi Jaane Hai
Maa Ke Dar Pe Aake
Naa Jaye Khoi Khaali
Vo Sabki Bharti Jholi
Jo Dar Pe Aaye Sawali
Bhakto Ke Sang Milakar
Sonu Sagar Mahima Gaata
Maa Ke Charno Se
Jod Ke Hum Nata
Sab Milke Karenge Jagrata