मैं फूली नहीं समायी रे
भोले धन के गुमान में।।
मेरी सास ने दूध मंगाया
अपने ही मकान में।।
मैं उस्मे नीर मलयी आयी भोले
धन के गुमान में
मैं फूली नहीं समायी रे भोले
धन के गुमान में
मेरी पड़ोसन आई बटलेन
मेरे ही मकान में
मैंने पानी की ना पूछी रे भोले
धन के गुमान में।।
मैं फूली नहीं समायी रे
भोले धन के गुमान में
बहार से एक आया भिखारी
मेरे ही मकान में
मैंने एक मुट्ठी दाना ना निकला
धन के गुमान में
मैं फूली नहीं समय रे
भोले धन के गुमान में
दूर देश से ननद है आई
मेरे ही मकान में
मैं बोली ना बातलाई रे भोले
धन के गुमान।।
मैं फूली नहीं समायी रे भोले
धन के गुमान में
धर्म राज की आई पालकी
मेरे ही मकान में
मैं आगे आगे होली रे भोले
मेरे मकान में
मैं फूली नहीं समायी रे भोले
धन के गुमान में
एक बार भोले जी भेजो मेरे मकान में
मैं दान पुण्य कर आउ रे भोले
छूडू ये गुमान रे
मैं फूली नहीं समायी रे भोले
धन के गुमान में।।
Main Phooli Nahi Samayi Re
Bhole Dhan Ke Gumaan Mein
Meri Saas Ne Doodh Mangaya
Apne Hi Makaan Mein
Main Usme Neer Malayi Aayi Bhole
Dhan Ke Gumaan Mein
Main Phooli Nahi Samayi Re Bhole
Dhan Ke Gumaan Mein
Meri Padosan Aayi Batlane
Mere Hi Makaan Mein
Maine Paani Ki Naa Poochhi Re Bhole
Dhan Ke Gumaan Mein
Main Phooli Nahi Samayi Re
Bhole Dhan Ke Gumaan Mein
Bahar Se Ek Aaya Bhikhari
Mere Hi Makan Mein
Maine Ek Mutthi Dana Naa Nikala
Dhan Ke Gumaan Mein
Main Phooli Nahi Samayi Re
Bhole Dhan Ke Gumaan Mein
Door Desh Se Nanad Hai Aayi
Mere Hi Makaan Mein
Main Boli Naa Batlayi Re Bhole
Dhan Ke Gumaan
Main Phooli Nahi Samayi Re Bhole
Dhan Ke Gumaan Mein
Dharma Raj Ki Aayi Palki
Mere Hi Makan Mein
Main Aage Aage Holi Re Bhole
Mere Makaan Mein
Main Phooli Nahi Samayi Re Bhole
Dhan Ke Gumaan Mein
Ek Baar Bhole Jee Bhejo Mere Makan Mein
Main Daan Punya Kar Aau Re Bhole
Chhudu Ye Gumaan Re
Main Phooli Nahi Samayi Re Bhole
Dhan Ke Gumaan Mein