कलियुग में चर्चा हो रहया
खाटू के धाम का
तू देख बवाले बनके
लाड़ला बाबा श्याम का।।
लीले की सवार की कलियुग में निराली है
जिन अँखियो ने श्याम को देखा
बड़ी ही किशमत वाली है।।
सारा जाग हो रहा से
दीवाना उसके नाम का।।
तू देख बवाले बनके
लाड़ला बाबा श्याम का।।
Kaliyug Mein Charcha Ho Rahya
Khatu Ke Dhaam Ka
Tu Dekh Bawale Banke
Ladla Baba Shyam Ka
Leele Ki Savar Ki Kaliyug
Mein Nirali Hai
Jin Ankhiyo Ne Shyam Ko Dekha
Badi Hi Kishmat Wali Hai
Saara Jag Ho Raha Se
Deewana Uske Naam Ka
Tu Dekh Bawale Banke
Ladla Baba Shyam Ka
Daani Mere Mahadani Hai
Baba Shyam Hamara Jee
Bhakto Ki Jholi Bharte Hai
Haare Ko Mile Sahara
Saare Jag Mein Danka Baaje
Iske Daan Ka
Tu Dekh Bawale Banke
Ladla Baba Shyam Ka
Bada Hi Kishmat Wala Vo
Jiske Ghar Baba Aave Se
Aake Baba Uss Premi Ki
Soye Bhagya Jagave Se
Gourav Ka Hua Dil Hua Deewana
Uss Ghanshyam ka
Tu Dekh Bawale Banke
Ladla Baba Shyam Ka