ये तन भी तेरा है ये मन भी तेरा है

ये तन भी तेरा है ये मन भी तेरा है
सबकुछ तेरा है मेरे श्याम
तुम्हारा अर्पण तुम्हे किया
ये दिल भी तेरा है ये जान भी तेरा है
सबकुछ तेरा है मेरे श्याम।।

क्या लेकर मैं आया
जिसका अभिमान करु मैं
मेरा क्या जाएगा जिसकेलिये डरू मैं
मांगा है आपसे तुमने ही है दिया
ये तन भी तेरा है।।

प्रभु मेरे इन कर्मो पे लगाले अपना पहरा
मैं मूरख अज्ञानी तू परमेश्वर ठहरा
जब जब खाई ठोकरें तुमने बचा लिया
ये तन भी तेरा है।।

मेरी डोरी तेरे हाथ मे जैसे चाहे नाचाले
रोमी भगतों की इस अर्जी
को चरणों से अपने लगाले
सेवा में आपके लाता रहे जिया
ये दिल भी तेरा है ये जान भी तेरा है
सबकुछ तेरा है मेरे श्याम।।

Ye Tan Bhi Tera Hai
Ye Man Bhi Tera Hai
Sabkuchh Tera Hai Mere Shyam
Tumhara Arpan Tujhe Kiya

Ye Dil Bhi Tera Hai
Ye Jaan Bhi Tera Hai
Sabkuchh Tera Hai Mere Shyam

#Singer – hemkant jha pyasa

Kya Lekar Main Aaya Jiska Abhiman Karu Main
Mera Kya Jaega Jiskeliye Daru Main
Manga Hai Apase Aapse Aapse
Tumane Hi Hai Diya
Ye Tan Bhi Tera Hai
Ye Man Bhi Tera Hai
Sabkuchh Tera Hai Mere Shyam

Ye Dil Bhi Tera Hai
Ye Jaan Bhi Tera Hai
Sabkuchh Tera Hai Mere Shyam
Tumhara Arpan Tujhe Kiya

Prabhu Mere In Karmope
Lagale Apana Pahara
Mere Shyam O Mere Shyam

Main Moorakh Agyani
Tu Paramesvar Thahra

Jab Jab Khai Thokaren Thokaren
Tumane Bacha Liya
Ye Tan Bhi Tera Hai
Ye Man Bhi Tera Hai
Sabkuchh Tera Hai Mere Shyam

Meri Dori Tere Hatha Me
Jaise Chahe Nachale

Bhagaton Ki Is Arji Ko
Charano Se Apne Lagale

Seva Mein Apke Aapke Aapke
Gaata Rahe Jiya Laga Rahe Jiya

Ye Tan Bhi Tera Hai
Ye Man Bhi Tera Hai
Sabkuchh Tera Hai Mere Shyam
Tumhara Arpan Tujhe Kiya

Ye Dil Bhi Tera Hai Ye Jobhi Tera Hai
Sabkuchh Tera Hai Mere Shyam
Tumhara Arpan Tujhe Kiya

Leave a Comment