
भोले नाथ के माथे चंदा
जटा में गंगा बहती से
इसलिए तो सारी दुनिया
हर हर गंगा कहती से।।
सावन के मेले में
भर भर गागर लाते से
भक्त दीवाने भोले पे
तेरी हरदम कृपा रहती से।।
Bhole Nath Ke Mathe Chanda
Jata Mein Ganga Behti Se
Isliye To Saari Duniya
Har Har Ganga Kehti Se
Savan Ke Mele Mein
Bhar Bhar Gagar Late Se
Bhakt Deewane Bhole Pe
Teri Hardum Kripa Rehti Se
Bhole Nath Ke Mathe Chanda
Jata Mein Ganga Behti Se
Naam Tere Ka Danka
Haridwar Mein Baaj Raha
Gaura Maa Ka Pati Dev
Saari Duniya Kehti Se
Bhole Nath Ke Mathe Chanda
Jata Mein Ganga Behti Se
Chahal Deewane Bole
Om Naam Ka Jaap Karo
Bunty Pe To Naam Ke Tere
Amrit Dhara Dhara Behti Se
Bhole Nath Ke Mathe Chanda
Jata Mein Ganga Behti Se
Isliye To Saari Duniya
Har Har Ganga Kehti Se
इन शिव भजन को भी देखे –