Chand Se Sundar Mukhda Jiska Aankhe Amrit Ki Pyali

Chand Se Sundar Mukhda Jiska
Aankhe Amrit Ki Pyali
Vo To Koi Aur Nahi Hai
Vo Hai Maa Sherawali

#Singer – Shriniwas Sharma

Chand Se Sundar Mukhda Jiska
Aankhe Amrit Ki Pyali

Vo To Koi Aur Nahi Hai
Vo Hai Maa Sherawali

Naadan Hai Jo Kehte Maa Ka
Mukhda Chand Ke Jaisa Hai

Humne Chaand Ko Iss Mukhde
Se Noor Churate Dekha Hai

Suraj Ki Kirno Ne Maangi
Maa Ke Hatho Se Laali

Chand Se Sundar Mukhda Jiska
Aankhe Amrit Ki Pyali
Vo To Koi Aur Nahi
Vo Hai Maa Sherawali

Kyo Amber Ko Dekhe Aur
Kyu Jaaye Baag Baharo Mein
Maa Ki Chunar Mein Dera Daala
Nabh Ke Chand Sitaro Ne
Phool Naa Koi Aesa Jisse
Maa Ka Gajra Hai Khaali

Chand Se Sundar Mukhda Jiska
Aankhe Amrit Ki Pyali
Vo To Koi Aur Nahi
Vo Hai Maa Sherawali

Swarg Bhale Vo Deke Jinke
Dil Mein Uski Chahat Hai

Sonu Kehta Mera Swarg To
Meri Maa Ki Chaukhat Hai

Swarg Se Jyada Khushiya Humne
Maiya Ke Dar Pe Paali

Chand Se Sundar Mukhda Jiska
Aankhe Amrit Ki Pyali
Vo To Koi Aur Nahi
Vo Hai Maa Sherawali

Leave a Comment