
देखा नज़ारा जो साई के दर का जागी किशमत साई तेरी कामली हो गयी
Dekha Nazara Jo Sai Ke Dar Ka Jaagi Kishmat Sai Teri Kamli Ho Gayi
देखा नज़ारा जो साई के दर का
पहली दफ़ा मैने शिर्डी नगर का
जागी किशमत मेरी जो थी सोई
मैं साई तेरी कामली हो गयी
देखा नज़ारा जो साई के दर का
पहली दफ़ा मैने शिर्डी नगर का
जागी किशमत जो सोई
मैं साई तेरी कामली हो गयी
नचूंगी मैं साई दरबार पे
बाँध के घुघरू पाव में
आज मुक़्क़ड़र मेरा जागेगा
शिर्डी के इस गाओ में
मैं जो शिर्डी नगरिया में गयी
मैं साई तेरी कामली हो गयी
मस्त मलांगा बनके मान ये
सई साई कहता है
मेरे मान में साई प्रीत का
एक दरिया सा बहता है
ऐसी प्रीत की साई की खोई
मैं साई तेरी कामली हो गयी
लोक लाज सारी ही भुला के
साई की मैं हो बैठी
साई की मूरत के आगे
ध्यान लगाकर जो बैठी
बस साँवरिया मैं उनकी हो गयी
मैं साई तेरी कामली हो गयी
Dekha Nazara Jo Sai Ke Dar Ka Jaagi Kishmat Sai Teri Kamli Ho Gayi
Dekha Nazara Jo Sai Ke Dar Ka
Pahli Dafa Maine Shirdi Nagar Ka
Jaagi Kishmat Meri Jo Thi Soyi
Main Sai Teri Kamli Ho Gayi
Dekha Nazara Jo Sai Ke Dar Ka
Pahli Dafa Maine Shirdi Nagar Ka
Jaagi Kishmat Jo Soyi
Main Sai Teri Kamli Ho Gayi
Nachungi Main Sai Darbar Pe
Baandh Ke Ghughroo Paav Mein
Aaj Muqqdar Mera Jagega
Shirdi Ke Iss Gao Mein
Main Jo Shirdi Nagariya Mein Gayi
Main Sai Teri Kamli Ho Gayi
Mast Malanga Banke Man ye
Sai Sai Kehta Hai
Mere Man Mein Sai Preet Ka
Ek Dariya Saa Behta Hai
Aesi Preet Ki Sai Ki Khoyi
Main Sai Teri Kamli Ho Gayi
Lok Laaj Saari Hi Bhula Ke
Sai Ki Main Ho Baithi
Sai Ki Moorat Ke Aage
Dhyan Lagakar Jo Baithi
Bus Sanwariya Main unki Ho Gayi
Main Sai Teri Kamli Ho Gayi