Yashoda Jayo Lalana

Yashoda Jayo Lalana
Main Vedan Mein Sun Aayi
Main Vedan Mein Sun Aayi
Puranan Mein Sun Aayi
Yashoda Jayon Lalana
Main Vedan Mein Sun Aayi

Mathura Ya Ne Janm Liyo Hai
Mathura Ya Ne Janm Liyo Hai
Gokul Mein Jhule Palana
Main Vedan Mein Sun Aayi
Yashoda Jayon Lalana
Main Vedan Mein Sun Aayi

Le Vasudev Chale Gokul Ko
Le Vasudev Chale Gokul Ko
Yamuna Ne Dhoe Charana
Main Vedan Mein Sun Aayi
Yashoda Jayon Lalana
Main Vedan Mein Sun Aayi

Ratn Jadit Ya Ko Bano Hai Palana
Ratn Jadit Ya Ko Bano Hai Palana
Resham Ke Lage Ghughara
Main Vedan Mein Sun Aayi
Yashoda Jayon Lalana
Main Vedan Mein Sun Aayi

Chandrasakhi Bhaj Bal Krishn Chhavi
Chandrasakhi Bhaj Bal Krishn Chhavi
Chir Jive Tero Lalana
Main Vedan Mein Sun Aayi
Yashoda Jayon Lalana
Main Vedan Mein Sun Aayi

Yashoda Jayo Lalana
Main Vedan Mein Sun Aayi
Main Vedan Mein Sun Aayi
Puranan Mein Sun Aayi
Yashoda Jayon Lalana
Main Vedan Mein Sun Aayi

Leave a Comment