कोई घनश्याम सा नही देखा,
जोभी देखा वो बे बफा देखा,
कोई मेरे श्याम सा नहीं देखा।।
ध्यान में योगियों के आते नही,
संग भगतो के नाचते देखा,
जो भी देखा वेवफा देखा,
कोई घनश्याम सा नही देखा।।
जिस तरह दोर्प्ती की लाज बची,
श्याम साडी मे था छुपा देखा,
जो भी देखा वेवफा देखा,
कोई घनश्याम सा नही देखा।।
मैं भी आया हु आपके दर पे,
जब कोई आसरा नही देखा,
जो भी देखा वेवफा देखा,
कोई घनश्याम सा नही देखा।।
Koi Ghanshyam Sa Nahin Dekha
Jo Bhi Dekha Vo Bewafa Dekha
Dhyan Mein Yogiyo Ke Aata Nahin
Sang Bhagato Ko Ke Nachate Dekha
Jo Bhi Dekha Vo Bewafa Dekha
Kis Tarah Dropati Ki Laaj Bachai
Shyam Sadi Mein Tha Chhupa Dekha
Jo Bhi Dekha Vo Bewafa Dekha
Kadam Kadam Pe Bachata Hai
Apne Bhagato Ko
Aisa Paramatma Nahin Dekha
Jo Bhi Dekha Vo Bewafa Dekha
Main Bhi Aaya Hu Aap Ke Dware Pe
Jab Koi Asara Nahin Dekha
Jo Bhi Dekha Vo Bewafa Dekha