सांसों के तार तार मे गुरु नाम को पिरोलो
शुभ कर्म करके पुण्य का जीवन बीज वोह लो,
सांसों के तार तार मे गुरु नाम को पिरोलो
जीवन का इक इक पल अनमोल है खजाना,
इनमे से इक पल भी नहीं लौट के है आना,
आनत रस से अपना अंताहरण भी घोलो,
सांसों के तार तार मे गुरु नाम को पिरोलो
गुरु की ये निशानी मीठी सी उसकी वाणी,
मीठे से बोल मेरे गुरु की झलक सुहानी,
बोलो तो मीठे बोले अमृत हिर्दय में घोलो,
सांसों के तार तार मे गुरु नाम को पिरोलो
बीती का गम तू ना कर वो मिट गया अँधेरा,
खुलती यहाँ से आंखे होता वह सवेरा
मेरे घर गुरु पधारे अंतर् के नैन खोलो,
सांसों के तार तार मे गुरु नाम को पिरोलो
Sanson Ke Taar Taar Mein
Guru Naam Ko Pirolo
#Singer – Amrita Saini
Sanson Ke Taar Taar Mein
Guru Naam Ko Pirolo
Shubh Karma Karke Punya Ka
Jeevan Mein Beej Bolo
Sanson Ke Taar Taar Mein
Guru Naam Ko Pirolo
Jeevan Ka Ek Ek Pal
Anmol Hai Khajana
Inme Se Ek Pal Bhi
Nahi Lot Ke Hai Aana
Anand Ras Se Apna
Antah Karan Bhigolo
Sanson Ke Taar Taar Mein
Guru Naam Ko Pirolo
Guru Ki Ye Nishani
Meethi See Uski Vaani
Meethe Se Bol Mein Hai
Guru Ki Jhalak Suhaani
Bolo To Meethe Bole
Amrat Harday Mein Gholo
Sanson Ke Taar Taar Mein
Guru Naam Ko Pirolo
Beeti Ka Gam Tu Naa Kar
Jo Mit Gaya Andhera
Khulti Yaha Se Aankhe
Hota Vaha Savera
Mere Ghar Guru Padhare
Anter Ke Nain Kholo
Sanson Ke Taar Taar Mein
Guru Naam Ko Pirolo